QUOTE(VrSoLdIeRs @ Mar 4 2008, 01:23 PM) [snapback]2751649[/snapback]
janab ye sub qoum kay asee tar mafaad main kiya ja raha hai.... baki politicians bhi to kar chukay ain humaray dheet kisam kay president kyun na lain??
haan ji
yeh waseeh tar mufaad say kabhi awam ka bhi kuch faida hona chahiyay na ........waseeh mufaad mein saray kaam in logon kay jayez ho jatay hain aur hum petrol, aatta , ghee waghaira ko rotay reh jatay hain