QUOTE(VrSoLdIeRs @ May 7 2008, 01:42 AM) [snapback]2860012[/snapback]
hahahahahhaha ab sms to atay hain... kaun sa tu humain parhwata hai keh bhabi kay hain ya kisi aur kay 
abay service hi aisi hai... tum lo warid uskay atay hain
ay lay koi bhabhi hon to sms karain na
nahin nahin tum aao pak
ab to parhwa ke rahonga
aa to zara
yar warid ki sim hai per 2 saal baad lagai to registration failure likha hua raha
ab registration ke liye shinakhti card ki copy chaiiye hoti hai aur copy ke liye
original chaiye hota aur original wala mere paas hai
aur maine bara sambhal ke rakha hua
itna sambhal ke rakha ke yaad nahin araha kahan rakh dia
yeh to prem katha likh di maine, to hum kia baat kar rahe thay?