QUOTE(Karachiwala @ Mar 4 2008, 10:24 AM) [snapback]2751172[/snapback]
Khushguminiyo'n ke kiya kehnay!
Awaam ki uprising? Jo Aiwan-e-Sadr au GHQ pohonch kar zero reh jaati hai.
Do week say ziada ho chukay hain but abhi tak koi aadmi nahi mil raha jis ko PM banaya ja sakay. Probably PPP also considering "import" option like Mush did for Shauky
Q-League ko vote na milnay say kuffara adaa ho gaya?
apnay apnay views hotay hain bhai
ho sakta hay aap kay nazdeek yeh koi barri baat na ho .......laikin humaray liyay kafi important hay