hamzaad
Mar 9 2008, 11:07 AM
Mashallah jee.............Hazrat YOusuf ludhyanvi waqai aik hama geer shakhsyat thien.............ye hamari badbakhti hay k wo jald hi hum say door hoga.a .................. Allah unko jawar-e-rehmat mien jaga day aur hamien bhi unki taleemat say mustafeed honay wala banaday(aameen)
Imranrana1977
Aug 8 2008, 01:20 AM

gambler bhayee bahut arsy baad essi shaksiyet kay bary may app ka psot perha beshak un jess shaksiyet sallon baad peda hotti hein. ALLAH ST un jawareh rehmat may jaga ata fermaye. aur un badbakhtoon ko duniya may to azab hay hi akhret may ruswa ferma amin.