ManPaki
Mar 1 2008, 09:53 PM
Sar-e-Rah kuch bhi kaha nahi, Kabhi us k Ghar main gaya nahi
Main Janam Janam sy usi ka hun, usay aaj tak yey pata nahi
Usay Paak nazrun sy choomna bhi ibadatuun main shumaar hai
Koi Phool Laakh Qareeb ho, Kabhi manay usay chuwa nahi!!!
Yey Khuda Ki dain AjeeB hai, Ky isi Ka Naam Naseeb hai!!!
Jisay tunay Chaha Woh Mil Gaya, Jissay manay Chaha Mila Nahi
Isi Shehar main Kayee Saal Sy, Meray Kuch Qareebi Azeez hain
Unhain Meri Koi Khabar nahi, Mujhay un ka Koi Pata Nahi!!!
ManPaki
Mar 1 2008, 10:25 PM
hawwa ki beti
Mar 2 2008, 12:02 AM
Bohat khoobsurat aur ba zoq poetry selection
khush rahain Mohatram
Zindagi
Mar 2 2008, 01:03 PM
bohat khoobsurat sharing hai
aur aap ka signature bhi bohat acha hai
qadar_95
Mar 2 2008, 02:25 PM
bahot zabardast janab
nice sharing
khush rahain aameen
ManPaki
Mar 2 2008, 03:16 PM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 2 2008, 12:02 AM) [snapback]2747681[/snapback]
Bohat khoobsurat aur ba zoq poetry selection
khush rahain Mohatram
Bht Shukrya pasand karnay ka...
Ap bhi sada Khush rahain!!!
nazo454
Mar 2 2008, 04:13 PM
wah wah usman ye tu kamal kar diya
kaya zabardast sharing ki hai kaya kahoon
alfaz nahi hain
ManPaki
Mar 2 2008, 07:47 PM
QUOTE(CoOl LeO @ Mar 2 2008, 02:48 AM) [snapback]2747978[/snapback]
Usay Paak nazrun sy choomna bhi ibadatuun main shumaar hai
Koi Phool Laakh Qareeb ho, Kabhi manay usay chuwa nahi!!!
Bohot zabardast sharing
Shukrya!!!
ManPaki
Mar 2 2008, 07:51 PM
QUOTE(Zindagi @ Mar 2 2008, 01:03 PM) [snapback]2748192[/snapback]
bohat khoobsurat sharing hai
aur aap ka signature bhi bohat acha hai
post & signature pasand karnay ka behad shukryaa...
Khush Rahain!!!