QUOTE(Abdullah @ Mar 2 2008, 06:37 AM) [snapback]2748128[/snapback]
Walaikum Aslaam

Dosray sathiyoon ko samjhanay kay liye.......
Yea sirf Block List nahi
PM Block List hay
Jab aap apnay inbox man jatay hain to left panel
Menu ka hota hay.
Us main First menu
Messenger ka hota hay
Aur is Menu main 3rd last option
PM Block List ki hay
Jab is ko click kartay hain to hamain 2 chezain milti hain
1)
Members already in your block listyahan wo member list honi chahiye jinhain aap nay isi page say ya
Welcome to your messenger wallay page say block kiya hay.
Welcome to your messenger wallay page
par Sender kay name kay saath [ Block ] par click kar kay ham yea kaam kar saktay hain
2)
Add a member to block from sending you a PMYahan aap Exact member Name aur koi reason (Optionally) likh kar
Add This member to my block list ka button press kar saktay hain.
ji dili shukriya Abdullah bhai
asl mein block list mein kamli ka naam hai aur main ne to usay block kiya hi naheen
yunbhi jo baqi ke features hain hc ke unhein kam hi ccherti hoon,bas block list ka tajassus huwa ke kya hai