Bacha Bacha Borha Borha hal hamara janay ha
Vote nahin data par ghar pa aa jata wo khanay ha
Lahori pehchan na pai dosri bar aaye hain
Mian Sahab kaisa hain ab Jeddah Sara Janay ha
Seat adjustment aise hoye aik seat pa ab do bathain ga
Kaisa ghusain ga ab ik sofay ma wo he bachara janay ha
Wana FATA ki polling ka hal batain kaisa tumhay
Vote parain ya hon ga dhamakay sirf Hazara janay ha
Phir sa Wazeer-e-Azam hoga kon bhala is dharte
Mush ko koi Khabar he nahi ha Bush bechara janay ha
Qazi ki ankhoon ma hain ansoo
Fazloo bolay ko ko ko
Kaisa Mukhalif Leader ha ya
Ik ik tara janay ha
Chaudry chup hain cycle par aur kehta ha har voter sa
Lahori na manay par Gujrat to sara janay ha
"]Bacha Bacha Borha Borha hal hamara janay ha