QUOTE (KHAL NAYAK @ Nov 17 2008, 03:34 PM)

kafi arsay bad aya hon main HC per because of Masroofiyat.
KHairr Thanks sab logon ka JInhon nay wish kia.
waysy alag post karnay say behtar hay mian apni masroofiyat ka hall yahan hi likh don takay jo log mujhy jantay hain or janana cahtay hian tu un ko maloom ho jaye main kahan ghayab hon.
Janab ghalti say mian nay January 2008 main Admision lay lia tha University main and woh bhi Philosophy main so ajj kal wahan hi atka howa hon main.
kabhi test kabhi assignment tu kabhi paper bas inshallah jab 4 sall bad BS ho jaye ga tu Mulaqat ho ge agar Philosophy mian yahan anay ki ijazat di tu.
ALLAH HAFIZ
aray bhai thora bohat time nikaal kar aa jaya karo