QUOTE(saima56 @ Mar 4 2008, 12:24 AM) [snapback]2750896[/snapback]
MQM ko hisa muskil hai milla, PPP ki sindh ki qiyadat mqm sa mamlaat na karna ka haq mai hai, propabally MQM opposition mai bhaitha magar inn ki city government ko nahi chaira jaye ga aur 12 may ka case bhi open nahi hooga
city govt. ko kaam karnay diya jaye... magar 12 may??? kaatil chahay mqm kay hoon ya PPP ya ANP kay kub tak chortay rehain gay.... atleast un logon ko to pakrain jinhoon nay law enforcement agencies kay haath baandhay howay thay