http://www.hulchul.net/HC/index.php?showto...p;#entry2751579
QUOTE
Objection by .. qadar95
soochnay ki baat hai gohar jee laikin mujhay pata hai
aap nay soochnay pe bhi koi na koi ulti baat keh deni hai
jaise aap nay miss abbasi ko kahi hai
gohar thora khayal kia karain aap ko nahi lagta
aap kuch ziada he siyaanay bantay hain ab aap kahain ge
woh tuo hoon
plzzzzz thora khayal kia karain
aik tuo aap sawal ultay ultay poochhtay hain
galti ki maafi chahoon ga kyun k meri baat se
aap ko itfaaq nahi ho ga mujhay iss baat ka pata hai
laikin main phir bho kehon ga
zara hawlla hath rakho jee
apna khayal rakhiye
aur khush raha karain
thank________________

Tou frndz....
mujhey lagta hay k... meri batain 'Ulti" he hoti hain ... aur .. kisi ki baat sey kabhi agree nahin karta ..
Akhlaqiyat sey door hoon .... aur shayed iss family main bethney k .. layeQ nahin
ye sub mujhey 'qadar95 ( a senior member joined 2003 ) ki Qouted baton sey laga ...
ab aap zyada behter bata saktey hain ... k ..
mujhey yahan rehna chahiey ... isi tarah ki batain sunney k liey ...
ya .......!!!
kiuoon k ....
" main kisi ko majboor nahin kar sakta k wo meri izzat karey ...
lekin main ye HaQ kisi ko nahin de sakta k wph Bila waja meri bey izzatti ki koshish karey "