QUOTE(sahil the great @ Mar 7 2008, 11:53 AM) [snapback]2756394[/snapback]
dil hi to ni lgta nmaz ma
aisa lgta ha koi chz ha ho jo mgy kehti ha ka fta ft nmaz perh or chl bahr ja
aisa lgta ha koi chz ha ho jo mgy kehti ha ka fta ft nmaz perh or chl bahr ja
meray bhai jub tak duty samjh kar parho gay to yehi hoga... apni zaroorat samjh kar parhi aur dua ko atleast 2-3 minute diya karo... dua mangnay ka aik buhat acha tareeqa bataya tha Junaid jamshed nay keh dua aisay maangi jaye keh ALlah main to chahta hoon aisa ho jaye waisa ho jaye etc magar aap jo behtar samjhain waisa hi kar dain bus meray haq main acha ho