Aoa!!!
main nay eik baat puchni thi k Chef Rahat kin chezoun ka batter bana k chezain fry karti hain like potatoes aur crispes wagira??? maira guess hai k corn flour aur white flour hota hai..sath main koi aur chez b dalti hai kaya????jisay pata ho plz bata daay chezain aur quantity
