QUOTE(VrSoLdIeRs @ Mar 14 2008, 11:36 AM) [snapback]2770065[/snapback]
[b][font=Courier New][size=3][color=#008000]meray bhai aap gunehgaar keh saktay hain unko magar laanat waanat to na dain na... filhaal to muslim society main aik hi country hai jis nay america ki aankhon main aankhain daali hain... laanaat daini hai to turkey par dain....
janab ye ap sey kis nay keh dia akhbar parh kar blind believe nai kia karain or thori research kar lain
america or iran ki bayan bazi sirf propgenda hai
QUOTE
mera taaluq unkay firkay say nahi magar phir bhi yehi kahoon ga keh bardasht karna seekhain pehlay doosron say lar lain apas kay maslay to humaray 1400 saal guzarnay kay baad bhi hal na howay
bhai mere walida ko koi gali dey to may bardhast nai karta
or jin k barey may ALLAH nay kaha k may un sey razi or wo muj sey razi or meri walida jin ko mere baap nay meri maa kaha un ko koi gali dey to muj sey bardasht nai hota
or meri wo maa jis ko quran nay meri maa kaha kese bardhast karooonn
agar ye malsey 1400 saal sey hal nai howe to iss ka ye matlab nai k in may kharabi nai
QUOTE
meray bhai emaan ki shart hai Allah aur uskay rasool par emaan sahaba (r.a) ka koi zikar nahi (aur koi shaq nahi keh woh sub izzat kay kabil hain... magar yeh shart nahi)
shayad ye ap k deen k ilm ki kami ki waja sey keh rahey hain ap
hazrat aisha ko Zainia or kafira kehna bhi kufar hai
kiun k quran nay un ki pakdamni ki gawahi di hai
or jo quran ko nai manta wo muslim kese ho sakta hai ???????/