sweet_angel
Mar 8 2008, 03:57 AM
yeh kashmiri singh ki kia kahani hai???
usey saza e mout thi usey reha kiun kia???
or ab wo kehta hai aj dekha news mien miene k woh ek jasoo0s they indian ...or pakistani unse kuch uglwa na sakey..
usey phr aise kaise chordia?!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
HUM UNSE HEE KIIU HAATH MILARAHE HAIN JO HAMARE HEE DUSHMAN HAIN..
DUSHMAN KABHI DOST NHI BANSAKTA ....HAI K NHI???
JAB SE HAATH MILAYA HAI TAB SE HEE PAKISTAN ...P A K I S T A N BAN CHUKA HAI ...
SAMAJ NHI ATA KIA HOGA OR JAB SE BALOCHU K SAATH GHALAT HUA JAB BUGHTI KO MARA GAYA ...
US K BAAD HAR BALOCHI SYT YA KAHIN BHI JAHAN AISE ZIKRE CHALTI HAIN WAHAN INDIANS ZARUR MOJOOOD HOTE HAIN ...UKSANE K LIYE !!
ab udher kuch kahien to alag issue create hojata hai ..
5 saal baad ka sochti hu hamesha k 5 saal baad pakistan hoga bhi nhi kia haal hua hoga har koi ata hai bas pna sochta apnu ka sochta hai ...is mulk ka koi kuch nhi sochta na hee karta hai ...aisa kiun hai ..
VrSoLdIeRs
Mar 8 2008, 05:54 PM
well InshaAllah pakistan to rehay ga aur ta-qayamat rehay ga
jahan tak baat hai keh usko azaad kyun kiya... i think musharraf ki govt. nay is ball par sixer marna chaha magar kismet unhain bowled karwanay par tuli howi hai... kehtay hain na ulti ho gayee sub tadbeerain...
waisay bhi kasmir singh koi teer nahi mar saka woh to pakistan main atay hi pakra gaya tha... aur ho sakta hai keh yeh bayaan us nay pressure main diya ho... magar aik nikammay say jasoos kay peechay agar humaray pakistani bhai azaad ho kar aa jain to mera nahi khayal keh itna mehenga sooda hai!!!
*RAJA*
Mar 9 2008, 11:20 PM
mush zinda bad qatloun ko chora iss any aab jesosoun ko bhi..................
sweet_angel
Mar 10 2008, 04:16 AM
QUOTE(VrSoLdIeRs @ Mar 8 2008, 05:54 PM) [snapback]2758857[/snapback]
well InshaAllah pakistan to rehay ga aur ta-qayamat rehay ga
jahan tak baat hai keh usko azaad kyun kiya... i think musharraf ki govt. nay is ball par sixer marna chaha magar kismet unhain bowled karwanay par tuli howi hai... kehtay hain na ulti ho gayee sub tadbeerain...
waisay bhi kasmir singh koi teer nahi mar saka woh to pakistan main atay hi pakra gaya tha... aur ho sakta hai keh yeh bayaan us nay pressure main diya ho... magar aik nikammay say jasoos kay peechay agar humaray pakistani bhai azaad ho kar aa jain to mera nahi khayal keh itna mehenga sooda hai!!!
beshak rahega or kamiyaab hee rahega INSHALLAH TALA HAMESHA JISNE PAKISTAN KA BURA SOCHA BURA US K SATH HUA HAI ..INSHALLAH ALLAH TALA HE HIFAZAT KARENGEY INSHALLAH
yeh bhi hai bura sodda nhi ..magar khair ..
sweet_angel
Mar 10 2008, 04:17 AM
QUOTE(saima56 @ Mar 9 2008, 05:45 AM) [snapback]2759752[/snapback]
kashmir singh case, ansaar barni ki life ka sab sa badtareen experience ban kar reh gaya hai woo har jaga jag hansai ka sabab ban raha hain.. mujhe to abb ansaar barni per reham ana laga hai 
waqai ..bechara ...:S dedh hoshiyari ko kisne kaha tha..rehem dil banna tha to waise he kai masooom hain hamare pakistan k jailun mien ..un per dikha dete thodi si rehem dili ..:(
sweet_angel
Mar 10 2008, 04:19 AM
QUOTE(*RAJA* @ Mar 9 2008, 11:20 PM) [snapback]2760952[/snapback]
mush zinda bad qatloun ko chora iss any aab jesosoun ko bhi..................

wohi to0o qatil itne araaaam seee BADSHAHUN KI TARAH BETHA HAI ...
har koi apne faida ki sochta hai idher to
MJB
Mar 10 2008, 04:26 PM
khasmir singh jasoos tha ya nahin,,,,,,, lekin 35 saal tak qaid rakhna ghalat hey,,,, agar wo jasoos tha,,, tu ya tu usko phansi daitey,,, ya kissi pakistani jasoos ke badley rihai ki baat kertey,,, lekin iss tarah se latkaye rakhna tu kissi tour bhi munasib nahin,,,,,,,,,,,, aur agar mush ko uss pe abb itna raham aa hi gya hey,,,,, tu unn Pakistaniooon ke barey main bhi sochey,,,, jinhain raat-o-raat ghaib ker diya gya tha,,, aur jin ke ahl-e-khana ko dar-ba-dar ki thokerain aur police ke dandoon pe choor diya tha,,,,,,,,, yaqeenan unka haq Kashmir singh se ziada hey
MJB
Mar 10 2008, 04:40 PM
aur yeah hey india ka jawab,,,, Kashmir singh ko riha kerney ke baad
sweet_angel
Mar 10 2008, 06:06 PM
ahh!! dekho ab bhala ....or kal news mien yeh bhi tha na k BHARAM NE USEY APNE MULK KA MANNEY SE INKAAR KARDIA HAI SHAYAD??? aisa suna miene ..
haan ghalat hai magar phansi detey ..or nhi dii to abhi bhi nhi chorna chahiye tha .... wohi to jo hamare mulk mien he itne begunah jane kahan kahan phanse hue hain unko rihaa hee nhi karte ..ajibb haii aisa lagta hai jaise NUMBER BARHANE K LIYE YEH SAB KIA HO jaise hum karte haina us k sath SO CALLD ACHAI KARTE HAIN TAKEY REPOTATION ACHI HO ...magar i dunt think so k hamare mulk k SARBARAH'un ko aisa karna chahiye ...mulk chalao to apna ya kisi ka nhi socho MULK KA HEE SOCHO SRF OR SRF! pehley mulk sanwaro phr dosti dushmani karo ...yahan koi khush nhi dosru ko khush karne chaley!
VrSoLdIeRs
Mar 10 2008, 07:28 PM
yup... its smae like apnay ghar ki deewar giri ho aur aap parosiyon ka ghar paint karnay main lagay howay hoon
sweet_angel
Mar 11 2008, 03:53 AM
haan or wo bechara jis ko qaid kia tha tashadud itna kia k woh shaheed hogaya ..uffffffffff kitni dard naak baat hogai =( kia horaha hai