QUOTE(aaminah @ Mar 27 2008, 12:45 AM) [snapback]2792074[/snapback]
1. thts uniqueness....different interests and likes n dislikes ...no body iz same ...
2.urdu main ho ya eng ...same hay meray liye,, parh bhi loon to bohat hay

...shukria to farz tha mujh pay....kehna aur karna yahan same feel huay mujhay so yeh mat kahain k app nay kutch kia hi nahi
bomb say dar gaye app

.....
bullets kesy rahain gi

1- sahi kaha ........har insan mein infradiat hoti hay

, apna aik rung hota hay har kisi ka
2- same to hogi aap kay liyay laikin english mein JIbran ki books alag alag milein gi aap ko ....us book mein sab kuch combine kar diya hay unhon nay ......haan parhnay wali baat bhi sahi kahi

aray ab sharminda karnay wali baat hay yeh to kay sirf offer par aap kay itnay thanks sanbhaloN main

bomb say to darna hi parrta hay na
bullets ....................