QUOTE(sweet_angel @ Mar 10 2008, 11:41 PM) [snapback]2762700[/snapback]
or yeh bhi hota hai shadi k baad jab larka khud kaam chori karey to sasuraal wale kehte hain
JAB SE SHADI KI HAI KAAAM HEE NHI RAHA HAMARE BETEY KA ..KISEY LE AE HUM HAE ALLAH NASEEB PHUT GAE HAMARE ..
fazul...beta khud to sudrey! rahi aat larki to usey to miyaan en chaanta marega udher he set ...RISKI IN MUAMLU MIE LARKEY HE HOTE HAIN !!! :S to i dunt thik so k aisa hota hai ..
JAB SE SHADI KI HAI KAAAM HEE NHI RAHA HAMARE BETEY KA ..KISEY LE AE HUM HAE ALLAH NASEEB PHUT GAE HAMARE ..
ladkiyaan bolein ladkiyon ki families bolein,zururi hai,haan haq bolein logical bolein practical bolein
ladki wale hi to yeh samaji stigma khatm kareingay