Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Hulchul Jail
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30
Masoom_Pari
QUOTE(CHANDPATHAN @ Apr 5 2008, 08:57 PM) [snapback]2806876[/snapback]
ahan
chaloo app ko reha kar deta han chaloo diya app ander challo jail main

haye la aap kitnay achay hain naa


Zill e Elahi .......... hum aap ka yeh ahsan kabhi na bhool payen gay
Masoom_Pari
QUOTE(qamarkhan984 @ Apr 8 2008, 05:39 AM) [snapback]2809533[/snapback]
koi jail tor ker tu nahi bhaga?

aa gaya aagaya


pakar lo


ab bhagnay na payen ye uncle
Silent-Viewer

kon hai jail men ajj :O

qamarkhan984
QUOTE(Masoom_Pari @ Apr 8 2008, 02:44 PM) [snapback]2810211[/snapback]
aa gaya aagaya
pakar lo
ab bhagnay na payen ye uncle

mian na kya kia hai
DEATH_ANGEL
QUOTE(Masoom_Pari @ Apr 8 2008, 09:40 AM) [snapback]2810203[/snapback]
haye la aap kitnay achay hain naa
Zill e Elahi .......... hum aap ka yeh ahsan kabhi na bhool payen gay

app ko too jail nahee baj sakta na kun ka app mara sath hotee hoo any time asa a Gun man
qamarkhan984
QUOTE(Masoom_Pari @ Apr 8 2008, 02:36 PM) [snapback]2810198[/snapback]
Quaid e Azam ne fermaya

apna kaam khud apnay hath se kero ........... aaj ka aam kal per na dalo

so aap bhi apna kaam khud hi kerain Meri Masoomiyat ka faida na uthayen nana.gif


apna kam khud hi tu ker raha hn

mera kam tu ba ap ko order lagana hai keh yeh kam kero woh kam kero

ab ap woh kero ju mian na kaha hai

shabah
qamarkhan984
QUOTE(Masoom_Pari @ Apr 8 2008, 02:44 PM) [snapback]2810211[/snapback]
aa gaya aagaya
pakar lo
ab bhagnay na payen ye uncle

kon aa gaya
DEATH_ANGEL
qammar jail main jana ka bohat shooq ha tum ko
tension_4u
QUOTE
qammar jail main jana ka bohat shooq ha tum ko


ye qammar jail kya ha?
DEATH_ANGEL
jail main app na jana ha
tension_4u
QUOTE
jail main app na jana ha


agar in future app ka qatal kiya scrt.gif to jana pary ga na gig.gif
Miss Mahruk
hmmm kahe appp ka qatal karney sey acha mein key bakrey ko ziba kardooo khaun itna he baheeey ga ,,,,,,
tension_4u
QUOTE
hmmm kahe appp ka qatal karney sey acha mein key bakrey ko ziba kardooo khaun itna he baheeey ga ,,,,,,


lakin main kisi bakry ko qatal nhi kron ga
qamarkhan984
yeh miss shahrukh ko bhi jail main dalo
Miss Mahruk
yeh tu don qamar shahib inko ko kuan parkar sakta inko tu tu mulk ke poilice nahe pakar paye hum kia pakrengey ...
tension_4u
QUOTE
yeh miss shahrukh ko bhi jail main dalo


ye miss shahrukh kon ha?

qamarkhan984
mera matlab hai marukh
Miss Mahruk
pata nahe yeh ab qamar bahi sey poucho
tension_4u
QUOTE
mera matlab hai marukh


hmmn ok daal dain in ko b jail main
qamarkhan984
mis mahruk jail main
Miss Mahruk
mujey ku jail mein dakhel rahe hoo mein kia kara hai plz tell me
tension_4u
QUOTE
mujey ku jail mein dakhel rahe hoo mein kia kara hai plz tell me


to kuch kiya hota to ye to na kehna perta k kuch nhi kiya
qamarkhan984
QUOTE(Miss Mahruk @ Apr 9 2008, 09:16 PM) [snapback]2811949[/snapback]
mujey ku jail mein dakhel rahe hoo mein kia kara hai plz tell me

aisa hi dal dia jail main

main jailer hon ju merzi keron
tension_4u
QUOTE
aisa hi dal dia jail main

main jailer hon ju merzi keron


exactly u r right

Miss Mahruk
arey aesa nahe karo plz mein ney kuch nahe kia hai mein tumey pasey dey dongeeee
qamarkhan984
rishwatt woh bhi mujha

ab tu case ban gaya

ab u ander
tension_4u
QUOTE
rishwatt woh bhi mujha

ab tu case ban gaya

ab u ander


oye jailer tum asa nhi kr sakty














oye mara hisa to dana mujhy
Miss Mahruk
jeeee tens bahi samjaye appp iney aur iney bolye key mein papa ke beytiii hooo plz mujey jai mein dalo
tension_4u
QUOTE
jeeee tens bahi samjaye appp iney aur iney bolye key mein papa ke beytiii hooo plz mujey jai mein dalo


main to apna hisa nikalwa rha hon..........app ko to jail main daalna ha
qamarkhan984
QUOTE(Miss Mahruk @ Apr 9 2008, 09:26 PM) [snapback]2811972[/snapback]
jeeee tens bahi samjaye appp iney aur iney bolye key mein papa ke beytiii hooo plz mujey jai mein dalo

sab hi papa ki hi betian hian yahan

kaisi baat ker rahi hain
tension_4u
QUOTE
sab hi papa ki hi betian hian yahan

kaisi baat ker rahi hain


in main koi hoi ki lakin hamain kya

app rishwat lain

lakinmara hisa shades.gif
qamarkhan984
QUOTE(tension_4u @ Apr 9 2008, 09:35 PM) [snapback]2811989[/snapback]
in main koi hoi ki lakin hamain kya

app rishwat lain

lakinmara hisa shades.gif

pehla in sa rishwat ki amount tu fix ker lain
tension_4u
QUOTE
pehla in sa rishwat ki amount tu fix ker lain


jaldi kr lain hisaab kitaab kuch b ho sakta ha
qamarkhan984
QUOTE(tension_4u @ Apr 9 2008, 09:41 PM) [snapback]2811997[/snapback]
jaldi kr lain hisaab kitaab kuch b ho sakta ha

pata nahi milti bhi hai keh nahi rishwat
tension_4u
QUOTE
pehla in sa rishwat ki amount tu fix ker lain


milni to chahiye look.gif
Miss Mahruk
app riswat kaha leyney gey mein app pasey deny ko tayaar hoo
qamarkhan984
QUOTE(Miss Mahruk @ Apr 9 2008, 09:48 PM) [snapback]2812006[/snapback]
app riswat kaha leyney gey mein app pasey deny ko tayaar hoo

rishwat daini kitni hai pehla yeh tu bata dain ?
Miss Mahruk
2000 ley ley ya phir dinner kar ley
qamarkhan984
QUOTE(Miss Mahruk @ Apr 9 2008, 10:06 PM) [snapback]2812038[/snapback]
2000 ley ley ya phir dinner kar ley

2000 bhi or dinner bhi

yeh sahi hai
Miss Mahruk
ziyada nahe sir ek cheze passsan karo plz 2000 ya dinner
qamarkhan984
dono hi chahian

ager daina hain thi thek hai wena jail main hi rahain
Miss Mahruk
ok baba done kab aur kaha per yaa he sab pouchengey kia
qamarkhan984
jab chand pora ho ga uss din
Miss Mahruk
hahahhahah nie joke
DEATH_ANGEL
1 hee bat atee ha kia app ko
Miss Mahruk
wo kia ek he baat hia app key dil mein
qamarkhan984
yahan dil ki batain chal rahi hain ?
DEATH_ANGEL
QUOTE(Miss Mahruk @ Apr 9 2008, 06:19 PM) [snapback]2812163[/snapback]
wo kia ek he baat hia app key dil mein

main puch reha hoon ka app ko 1 hee bat atee ha kia
joo bar bar woo he likhtee jatee han
kia jail main jana ha
Masoom_Pari
QUOTE(Silent-Viewer @ Apr 8 2008, 03:17 PM) [snapback]2810243[/snapback]

kon hai jail men ajj :O


arey ankhain khol ker dekho









aap hi to ho
Masoom_Pari
QUOTE(qamarkhan984 @ Apr 8 2008, 09:57 PM) [snapback]2810627[/snapback]
mian na kya kia hai

yehi to masla hai k aaj tak aap ne KUCH bhi nahi kiya








ab jail main ja ker Chakki peesna
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.