aje subha 9 bajhay lahore may ake khudkash damaka howa hai F.I.A k head office jo k tempel road pe waqiya hai .uss say bohat sa jani or mali nuksan howa hai ,office k sath kai school thay jin k bohat say bachay iss attack say zakhmi howay hain .aje lahore may khof-o-haras phail gaya hai bohat say loagon nay jam-e-shahadat nosh kiya hai Allah un sab ki magfirat karay or un k lawah-e-keen ko sabare jameel atta farmay ,iss afsos nak waqiya ki jitni bhi mazamat ki jai kam hai .Allaha hum sab pakistaion ko apni hifz-o-aman may rakhay .Aameen ...
nazo

