QUOTE(**Gohar @ Mar 12 2008, 01:31 AM) [snapback]2764152[/snapback]
Rite u R Sir ....
buss aisa hay k ... Forum n live progm main thora farq hay ...
memberz regularly itna time bnahin dey sakain gay ..
ya ... Topic starter .. regular nahin reh sakey gaa...
aisi soorat main .. boht lengthy ho jaey gaa ye silsila ...
haan ye ho sakta hay k har member .. kiey gaey sawalat ki roshni sey ... naya sawal banaey ...
aur open discuss main agar " Koi naam " jo zehn main ata ho .. wo bhe liya ja sakta hay
buss usey answer ki soorat main paish na karain ..
apass k mashwarey k tour par ... salaah ki ja sakti hay
kya khayal hay aap ka ...???

sab se barh ker karachi ki light ka tou pata haina