QUOTE(shafaq @ Mar 26 2008, 12:00 AM) [snapback]2790125[/snapback]
woh jo filmon mein naheen dikhaatay ke don type dada type logon ko film mein parcchaayi ki soorat mein dikhaatay hain,topi aur ek jalti huwi cigarette ,pointed shoes,table par pair ya phir pas e pardah se unke orders aatay hain
aisi hi hc admin hai ,you are eager to see them but you hardly see them

( chaar chaar smilies isliye ke aap ya hc admin mere comments ka bura na maanein}
( chaar chaar smilies isliye ke aap ya hc admin mere comments ka bura na maanein}
QUOTE(shafaq @ Mar 28 2008, 11:38 PM) [snapback]2795506[/snapback]
naheen isay khabar lena naheen kehtay
main sab admin ko thora bahot he see sahi ham sab members ke saath participate kartay huwe dekhna chahti hoon
bus itna sa khwab hai
bus itna sa khwab hai
Takheer kay liye Phir Maazrat
Aap bilkul theek keh rahi hain, lakin tasweer kay dosray rukh par is ki kaye wajohaat hain, Eik to yea kay kabhi kay din baray aur kabhi ki ratain, dosray in ka ziada waqt to dosray daily maintenance tasks main guzar jata hay, Phir PMs, Help etc etc kay baad agr posts main regular participate karna chahian bhi to nahi kar saktay