Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Kasauti # 4
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip > Kasouti
Pages: 1, 2
Kashif
AOA
agli kasauti bhi main start kar raha hoon ..halankay mujhay boojhnay mein ziada maza aata hay
anyway

yeh bhi aik shakhsiat hain icon_peace.gif
Kashif
1- zinda--------NO

2- mard----------Yes

3- Asian--------No
hawwa ki beti
- zinda--------NO

2- mard----------Yes

3- Asian--------No


4 arabsey taullaq?

5. politics sey related ?

6 death ko 50 saal sey ?
hawwa ki beti
sawal number 5 cancel kar dain
Kashif
4------No

5-------Yes

6----------50 saal say kam ya ziada poochein na

q-6 ...death 50 saal say ziada .........Yes
Kashif
ab to jawab dey diya main nay q-5 ka
hawwa ki beti
- zinda--------NO

2- mard----------Yes

3- Asian--------No

4 arab sey taullaq nahin

5. politics sey related . yes

6 death ko 50 saal sey ziada ho chukay hain

7.. muslim ?

Kashif
7. ans ------No
hawwa ki beti
8- aisey mulk saey taullak jahan english nahi boli jati ?
Kashif
8- No
hawwa ki beti
- zinda--------NO

2- mard----------Yes

3- Asian--------No

4 arab sey taullaq nahin

5. politics sey related . yes

6 death ko 50 saal sey ziada ho chukay hain

7.. muslim....no

8.. english nahi boli jaati

9 kisi American ka poochha hai ?
Kashif
9........Yes
hawwa ki beti
10- death ko 140 saal sey ziada ho gaey hain ?
Kashif
10--------No
hawwa ki beti
11- kisi president ka poochha hai ?
Kashif
11...................Yes
hawwa ki beti
aap ney aisey american president ka poochha hai
jis ki death ko 50 sey ziada aur 140 saal sey kam arsa hua hai

hmm

12- death ko 100 saal ho chukay hain ?
Kashif
12---------No
hawwa ki beti
13- death ko 75 saal ho chukay hain ?
VrSoLdIeRs
inhoon nay kaha na wahan english nahi boli jati... america main to english boli jati hai
Kashif
13---------almost
Kashif
QUOTE(VrSoLdIeRs @ Mar 15 2008, 01:50 AM) [snapback]2770290[/snapback]
inhoon nay kaha na wahan english nahi boli jati... america main to english boli jati hai

English nahin boli jati walay q ka ans NO diya tha main nay
hawwa ki beti
nahi jee he is right coz
main ney poochha tha
keh aisey mulk sey related hain jahan english nahi boli jaati

aur in jawab tha > yes
hawwa ki beti
its ok chaley ga
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 15 2008, 01:56 AM) [snapback]2770301[/snapback]
nahi jee he is right coz
main ney poochha tha
keh aisey mulk sey related hain jahan english nahi boli jaati

aur in jawab tha > yes

mera ans dobara dekhein..........NO tha number1.gif

mera ans
Kashif
next q plz..........sona bhi hay 1-afsana.gif
hawwa ki beti
14- naam ki ibteda > W < sey hoti hai ?
Kashif
14---------No
hawwa ki beti
Almost sey kia murad [ 75 ]ho chukay hain keh nahi ?
.................

Kashif
agar 1,2 saal kam ziada hoon to almost hi kahein gay na
Kashif
specifically 75 years.............NO
hawwa ki beti
maut ki aik date hoti hai
aap saalon ka farq ignore kar rahey hain

mera aik sawal zaya ho gaya

its ok
..................
15- teeswain sadar they kia ?
hawwa ki beti
aa jaaein sona bhi hai
Kashif
aap sawal count na karein yeh wala

15 ----------NO
hawwa ki beti
Calvin Coolidge american 30wain sadar they
aur 75 saal umar paaee
aur aap kehtey hain keh nahin , its ok
................

15 - naam ki ibteda > H < sey hoti hai ?
Kashif
yahan umar ki baat to huwee nahin .......aap nay death ko 75 saal ho gayay hain yeh poocha tha

15...............NO
Kashif
oh very sorry ............almost wala jawab ghalat tha

us ko NO hi consider karein
hawwa ki beti
MJB ko jab online dekhti hoon to aik lafz
MAJBOORI foran zehan main aata hai

sorry agar bura lagay to

web.gif
hawwa ki beti
its ok
...........
15 - naam ki ibteda > H < sey hoti hai ?
Kashif
hehe gig.gif

ab q to karein na :$
Kashif
H say nahin hoti.............NO kaha tha main nay
MJB
has he served for more than 2 terms
hawwa ki beti
15- F sey naam ki ibteda ?
Kashif
QUOTE(MJB @ Mar 15 2008, 02:37 AM) [snapback]2770364[/snapback]
has he served for more than 2 terms

lo gi MJB bhai nay aakhri marahil mein q kar diya icon_peace.gif

16............Yes
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 15 2008, 02:38 AM) [snapback]2770367[/snapback]
15- F sey naam ki ibteda ?

yeh 17 ho gaya hay gig.gif

ans----------Yes
Kashif
chalo ji naam batao aur main sonay ja raha hoon

well done HKB
aur humara sath diya MJB bhai aur soldier nay
hawwa ki beti
QUOTE(MJB @ Mar 14 2008, 10:37 PM) [snapback]2770364[/snapback]
has he served for more than 2 terms



O my goodness

thanx so muchh laikin abhi kuchh maloom nahi

gig.gif
MJB
Franklin Delano Roosevelt is the only president od US who had served for more than 2 terms
hawwa ki beti
Allah tada palla karey MJB
........................

U have ask >> Richard M. Nixon

gig.gif
hawwa ki beti
37teeswain sadder rahey
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.