Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Kasauti # 5
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip > Kasouti
Pages: 1, 2
Kashif
AOA

aaj phir mujhay kaha gaya hay kasauti start karnay ko
chalein phir sab tayyar ho jayein

aik shakhsiat
Kashif
1. zinda...........No

2. mard............Yes

3. Muslim...........No

4. Asian............No
hawwa ki beti
5 - death ko 50 saal ho chukay hain ?
**Gohar
mashaallah.gif

Khoob tarraQi huie hay Kasouti ki .... 5veen bhee shuroo ho chuki ... clapping3.gif clapping3.gif

Laikin ye ... Kahan nikal ga'ey .. Kashiff jee... look.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 15 2008, 08:09 PM) [snapback]2771598[/snapback]
mashaallah.gif

Khoob tarraQi huie hay Kasouti ki .... 5veen bhee shuroo ho chuki ... clapping3.gif clapping3.gif

Laikin ye ... Kahan nikal ga'ey .. Kashiff jee... look.gif


Kaheen Kashif sahib Qaaf league sey to nahi shades.gif
..............
Salam Gohar sahib
**Gohar
salam.gif.. Kaisi hain aap ...??


Jee nahin .. Agar Qaaf league sey hotey tou .. nazar zroor aatey ..
Hizb e ikhtelaaf main he sahi .... !! sport.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 15 2008, 08:17 PM) [snapback]2771609[/snapback]
salam.gif .. Kaisi hain aap ...??


Jee nahin .. Agar Qaaf league sey hotey tou .. nazar zroor aatey ..
Hizb e ikhtelaaf main he sahi .... !! sport.gif



what can i trust on Qaaf league
do u mean ? 0-17_wink.gif
hawwa ki beti
Allah ka karam , aap kaisey hain
...................
Kashif sahib ney topic kay start per
Salam kaha tha ....

W a aslam
& sorry to delay in reply
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 12:18 AM) [snapback]2771612[/snapback]
what can i trust on Qaaf league
do u mean ? 0-17_wink.gif

0-headbang.gif yes U Can .....

Aakhir wo aik bari party rahey hain .. yes.gif
aur ab bhee.. bhaari mendet sey harey hain 1-bachondunia.gif
**Gohar
Lagta hay Kashif miyan tou ab kal he tuloo hon gay ..

kiuoonna hum na'ee shakhsiyat ki rehrsel kar lain ... ??

Farz karain agar main Choudhri Shuja'at ko sochoon ....tou aap kitney sawalon main unahin
"Punjab" sey bar aamad kar lain gee...?? rolleyes.gif
hawwa ki beti
bohat mushkil hai
coz yeh koi shakhsiat nahi
Aik tola hai jis kay numaindey hain

jaaney kahan hongay
main kaisey dhoondoon gee
sorry

haan in kay elawa koi shakhsiat soch lain
aur aik naya topic bana lain

waisey ab main bhi koi shakhsiat sochney lagai hoob
laikin abhi koi decied nahi kiya
**Gohar
Tou Chalain .....Aaj << Kasouti # 6 >> aap start karain ...
lekin zara .... Aasaan see....

Tou ab iss # 5 ko pending main rakhtey huwey ... ( Kiuoon k abhi tak iss main aik bhee Answer nahin ho saka ) hum chaltey hain # 6 By Hkb ki taraf .... !!!

clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif
hawwa ki beti
yahan ki bajaey naya topic bana laitey to thekk tha
**Gohar
Wohi tou kaha naaa..... blink.gif
hawwa ki beti
theek hai jee
start plz
**Gohar
QUOTE
Tou Chalain .....Aaj << Kasouti # 6 >> aap start karain ...
lekin zara .... Aasaan see....

Tou ab iss # 5 ko pending main rakhtey huwey ... ( Kiuoon k abhi tak iss main aik bhee Answer nahin ho saka ) hum chaltey hain # 6 By Hkb ki taraf .... !!!
kuuaaburr.gif
hawwa ki beti
kasauti no 6 ka topic banaein

waiting for
Kashif
very sorry from my side
kal raat ko kasauti start kar kay wait kar raha tha kisi boojhnay walay kay aanay ka to light chali gayee ....1 ghantay baa'd bhi light nahin aayee to mujhay neend aa gayee ........subah utha to 8 bajay light gayee aur abhi dopeher 1 bajay wapas tashreef layee hay

waisay kasauti 6 ka zikar ho raha tha laikin start nahin huwee

abhi to shayd koi nahin khelnay wala ..........main q-5 ka jawab dey deta hoon aur raat ko dobara aaon ga InshahAllah
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 12:04 AM) [snapback]2771593[/snapback]
5 - death ko 50 saal ho chukay hain ?

5.........Ans ............Yes
classic
6:kia unka taluq USA ya UK se hai?
hawwa ki beti
QUOTE(classic @ Mar 16 2008, 09:59 AM) [snapback]2772033[/snapback]
6:kia unka taluq USA ya UK se hai?


is baar mujhey mukamal kar lainey dain
next main participate nahi karoon gee

sirf dekhoon gee

sada khush rahain Classic rose.gif rose.gif
Kashif
chalein HKB
main aa gaya hoon sport.gif
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 16 2008, 09:17 AM) [snapback]2772019[/snapback]
very sorry from my side
kal raat ko kasauti start kar kay wait kar raha tha kisi boojhnay walay kay aanay ka to light chali gayee ....1 ghantay baa'd bhi light nahin aayee to mujhay neend aa gayee ........subah utha to 8 bajay light gayee aur abhi dopeher 1 bajay wapas tashreef layee hay

waisay kasauti 6 ka zikar ho raha tha laikin start nahin huwee

abhi to shayd koi nahin khelnay wala ..........main q-5 ka jawab dey deta hoon aur raat ko dobara aaon ga InshahAllah


its ok , kia hosata hai , bas itna keh saktey hain
khuda bijli ko hadayat dey
..........................

Kasauti number 5 kashif sahib ney start ki
......................6 Gohar sahib start karain
......................7 hawwa ki beti start kar dey gee [ shaid abhi ]
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 03:35 PM) [snapback]2772091[/snapback]
its ok , kia hosata hai , bas itna keh saktey hain
khuda bijli ko hadayat dey
..........................

Kasauti number 5 kashif sahib ney start ki
......................6 Gohar sahib start karain
......................7 hawwa ki beti start kar dey gee [ shaid abhi ]

bijli ko hidayat nahin milnay wali gig.gif
hawwa ki beti
theek hai jee abhi sawal karti hoon
hawwa ki beti
1. zinda...........No

2. mard............Yes

3. Muslim...........No

4. Asian............No

5- koi mazhabi shakhsiat [ non muslim ] ?
Kashif
5-------No
hawwa ki beti
1. zinda...........No

2. mard............Yes

3. Muslim...........No

4. Asian............No

5- koi mazhabi shakhsiat ---no

6- politics sey related ?
Kashif
6..........ji haan
hawwa ki beti
1. zinda...........No

2. mard............Yes

3. Muslim...........No

4. Asian............No

5- koi mazhabi shakhsiat ---no

6- politics sey related ---yes

7 Eurpoen person ?

Kashif
7..................Yes
hawwa ki beti
1. zinda...........No

2. mard............Yes

3. Muslim...........No

4. Asian............No

5- koi mazhabi shakhsiat ---no

6- politics sey related--yes

7 Eurpoen person --yes

8-death ko 100 saal ho chukay hain ?


Kashif
8.............YEs
hawwa ki beti
9 United Kingdom ki koi shakhsiat ?
Kashif
9.............NO
Kashif
MJB bhi aa gayay hain show dekhnay icon_peace.gif
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 16 2008, 12:17 PM) [snapback]2772153[/snapback]
MJB bhi aa gayay hain show dekhnay icon_peace.gif



Mujhey maloom hai ab MJB hi jeetain gay crying_anim.gif
waisey bhi aaj mushkil lag raha hai
MJB ko bhi participate karna hoga shades.gif
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 04:29 PM) [snapback]2772161[/snapback]
Mujhey maloom hai ab MJB hi jeetain gay crying_anim.gif
waisey bhi aaj mushkil lag raha hai
MJB ko bhi participate karna hoga shades.gif

hehe
yah kya haar maan rahi hain aap E9.gif
chalein iss ko mjb bhai kay liyay chur dein aur aap wali complete kartay hain icon_peace.gif
hawwa ki beti
europe ki siaasi shakhsiat jis ki wafat ko 100 saal ho chukay hain
mazhabi nahi , siaasi they.
................
10 kisi chemonist ka poochha hai ?
Kashif
10...............No
hawwa ki beti
europe ki siaasi shakhsiat jis ki wafat ko 100 saal ho chukay hain
mazhabi nahi , siaasi they.
................
10 kisi chemonist ka poochha hai ---no
11- German ?

Kashif
11...........NO
hawwa ki beti
11. death ko 500 saal sey ziada ho gaey hain ?
Kashif
12.............Yes
hawwa ki beti
13 , wafat ko 600 saal ho chukay hain ?
Kashif
13.............Yes
hawwa ki beti
14 -french ?
Kashif
14............NO
classic
15:kahi spanish tou nahi?
KamlaJatt
HKB aap to chayee hoi hai'n gig.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.