Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Kasauti Number > 6 <
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip > Kasouti
hawwa ki beti
Aslam o alaikum
...................
kasauti number 7 start kar rahi hoon
Aik shakhsiat

1- Mard
2-Muslim
3-Asian

next plz
Kashif
kasauti 5 to poori kar lo
main aa gaya hoon
Kashif
aur waisay bhi Gohar bhai nay kasauti 6 start nahin ki
iss liyay yeh kasauti # 6 hi hogi
Kashif
4........taluq bar-e-saghir say ?
hawwa ki beti
4- yes
Kashif
5---------Zinda ?
hawwa ki beti
5 no
Kashif
6---------death ko 50 saal say ziada ho gayay hain ?
hawwa ki beti
6- yes
Kashif
7........death ko 100 saal say bhi ziada ho gayay hain ?
hawwa ki beti
7 no
Kashif
8.......taluq siyasat say ?
Kashif
kahan gaya answer
hawwa ki beti
8- keh saktey hain [ laikin wajah e shuhrat politics nahi ]
Kashif
humm

9. poet thay kya ?
hawwa ki beti
9- no
Kashif
10....tahreek-e-aazadi mein shamil thay ?
hawwa ki beti
10 yes
Kashif
11..........naam kay sath maulana aata hay ?
hawwa ki beti
11- no
hawwa ki beti
have to do it off
cu after 3 h
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 05:03 PM) [snapback]2772190[/snapback]
11- no

humm
tahreek-e-azadi ki shakhsiat
waja-e-shuhrat siyasat nahin
maulana bhi nahin
poet bhi nahin

12........mazhabi shakhsiat ?
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 16 2008, 03:41 PM) [snapback]2772267[/snapback]
humm
tahreek-e-azadi ki shakhsiat
waja-e-shuhrat siyasat nahin
maulana bhi nahin
poet bhi nahin

12........mazhabi shakhsiat ?

tehreek main shareek they laikin
baqaaida siaasi nahin they
jaisey koi election ya minister waghaira
......................
12- NO
Kashif
ji haan woh to syasat ka aap nay bata diya tha

13....adab say taluq hay ?
hawwa ki beti
13- no
Kashif
dimagh to aap nay bhi ghuma diya hay gig.gif

14......waja-e-shuhrat lafz Pakistan hay ?
hawwa ki beti
14 - yes
Kashif
haha

15.........naam mein chaudhary aata hay ?
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 16 2008, 06:27 PM) [snapback]2772361[/snapback]
haha

15.........naam mein chaudhary aata hay ?

Hoshiyaar pur india main paida huay [DOB 16 NOV 1897 ]
ibtedaai taleem wahan hi haasil ki
1918 to 1930 lahore main rahey [ islamia gollege +punjab universty]
1931 ko UK CAMBRIDGE chaley gaey [ MA LLB LAW ]
1951 ko Cambrige main inteqaal kar gaey [ waheen dafan hain]

Ch Rehmat Ali rose.gif

Aap ney win kiya

congratulation by depth of heart rose.gif rose.gif
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 10:38 PM) [snapback]2772386[/snapback]

thank you HKB
khush rahein aap bhi rose.gif
boojh kar maza aaya
hawwa ki beti
P A K I S T A N
................
ch Rehmat ki nazar main

P for > punjab
A for > Afghan
K for > kashmir
S for > sind

kuchh is tarha naam choose kiya tha
mukhtasar sa ta,araf likh diya hai

anyway

aap ki kaamyabi ki khushi hui

Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 10:45 PM) [snapback]2772403[/snapback]
P A K I S T A N
................
ch Rehmat ki nazar main

P for > punjab
A for > Afghan
K for > kashmir
S for > sind

kuchh is tarha naam choose kiya tha
mukhtasar sa ta,araf likh diya hai

anyway

aap ki kaamyabi ki khushi hui

and tan for > balochistan smile.gif

acha kiya aap nay kuch detail bata di
thanks 1-kahani.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 16 2008, 10:38 PM) [snapback]2772386[/snapback]
Hoshiyaar pur india main paida huay [DOB 16 NOV 1897 ]
ibtedaai taleem wahan hi haasil ki
1918 to 1930 lahore main rahey [ islamia gollege +punjab universty]
1931 ko UK CAMBRIDGE chaley gaey [ MA LLB LAW ]
1951 ko Cambrige main inteqaal kar gaey [ waheen dafan hain]

Ch Rehmat Ali rose.gif

Aap ney win kiya

congratulation by depth of heart rose.gif rose.gif

mashaallah.gif

clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif

Nice tribute to Ch: Rehmat Ali

rose.gif rose.gif rose.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.