Kanpati per Taanay khadain hain aur bechara chor dar aur khauf se thar thar kaanp raha tha
Bachchay ne yeh surat e haal dekhi to foran bhaag k Gaya aur atay k sath he baap se kehnay laga
“Abba jee ! Yeh lein pistol mein pani To daal lain bagher pani k nahin chalti!”