AA: g haaN. wahaaN jannati jo bhi chahega, Allah ossay poora karega.
Adnan: farz kariN k 2 jannati cricket khel rahay haiN aik batting kar raha hai aur doosra bowling. bowler jannati khahish karta hai k iss gend par batsman ko OUT karay. jabkay batsman chaahta hai k issi ball par chakka maaray... tab kia hoga
AA: tumhari uljhan HCians k saamnay pesh karta houN. dekhtay haiN k woh issay kaisay hull kartay haiN.