Help - Search - Members - Calendar
Full Version: << Kasouti # 7 >>
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip > Kasouti
Pages: 1, 2, 3
**Gohar

Jee ... tou Dosto ..

aaj meri baari hay kasouti paish karney ki ...

Hkb jee ney achha kiya k .. sub k nmbr bagher Qur'aa andazi k nikal diey ..
iss tarah sub ko apni baari ka elm rahey gaa...

na'ey shamil honey waley Dost ... Hkb jee se apna Token lay lain .. icon_peace.gif

Tou pesh e khidmat hay

<< Kasouti # 7 >> ... Ek Shakhsiyat

1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...aap poochhain .... eusa_dance.gif
hawwa ki beti
4 muslim ?
**Gohar
4.. Muslim ...... Yesss..... !!!
hawwa ki beti
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain ?
**Gohar
6... wafaat ko 100 saal sey zyada ho chukey ..... yess
hawwa ki beti
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain --- yes

6- 1000 saal sey ziada ho gaey hain [ death ko ]
**Gohar
7... 1000 saal sey zyada ho gaey geath ko ....No
**Gohar
7... jee nahin 100 saal nahin guzrey wafaat ko
hawwa ki beti
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain --- yes

6- 1000 saal sey ziada ho gaey hain [ death ko ] ---yes

7- Arab Khatoon ?
**Gohar
hehehehe

C da Qstn nmbr 2....

Khatoon .... NO
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 17 2008, 06:47 PM) [snapback]2774273[/snapback]
hehehehe

C da Qstn nmbr 2....

Khatoon .... NO


Saahil tha jab qareeb to maujon ney aa liya..!
manzar woh doobney ka kiraron sey poochhye

hawwa ki beti
have to do off 2my pc for 1h
**Gohar
Sawal aap ko louta diya gaya ... !!


Saans leney ka bhe tavaan liya hay uss ney
Hum tou aa'ey thay a'dam uss ki nigeh' bani ko
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 17 2008, 10:57 PM) [snapback]2774286[/snapback]
have to do off 2my pc for 1h

poster_oops.gif

adb.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 17 2008, 07:00 PM) [snapback]2774289[/snapback]
Sawal aap ko louta diya gaya ... !!


Saans leney ka bhe tavaan liya hay uss ney
Hum tou aa'ey thay a'dam uss ki nigeh' bani ko



sirf itna bata dain keh shakhsiat
kitney sawalon peh maojood thi

aur change kion kiya
yahan naam paper per to likhwaney sey rahey breakface1.gif

to be honest

crying_anim.gif
**Gohar
breakface1.gif breakface1.gif

ye din bhee dekhna thaa .. aur woh bhee raat main ... breakface1.gif
**Gohar
Main ney kuchh change nahin kiya BB .... 1-announce1.gif

start sey he wohi shakhsiyat hay ... lekin ab aap k iss NuQtey ney
ye sawal hull karney ki taraf tawajoh dilaie hay k... koi aisa tareeqa hona chahiey ...
k Kasouti deney wala ... apna sawal tabdeel na kar sakey ..

scrt.gif Wesey khuda gawah hay k mainney aisa nahinkiyaa... 1-embaressed_smile.gif
hawwa ki beti
theek hai jee , its ok
......................
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain --- yes

6- 1000 saal sey ziada ho gaey hain [ death ko ] ---yes

7-arab shakhsiat ?
Kashif
wah ji wah

nayee kasauti start huwee..........laikin meray baghair ruk gayee gig.gif

HKB aap ghaur say nahin parrhteen jawab ko ..........death ko 100 saal say ziada nahin huway aur 1000 saal say ziada ka jawab bhi no tha......correction kar lein
hawwa ki beti
kar lee hai jee correction
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 18 2008, 08:09 PM) [snapback]2776594[/snapback]
kar lee hai jee correction

shukriya

ab Gohar bhai kay aanay per resume hogi kasauti
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 18 2008, 05:46 PM) [snapback]2776693[/snapback]
shukriya

ab Gohar bhai kay aanay per resume hogi kasauti


Inshallah
Kashif
lagta hay Gohar bhai bhool gayay Kasauti start kar kay gig.gif
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 19 2008, 08:12 AM) [snapback]2777581[/snapback]
lagta hay Gohar bhai bhool gayay Kasauti start kar kay gig.gif



bhool jana to rasm e duniya hai
Gohar sahib ney....................

gig.gif
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 19 2008, 02:21 PM) [snapback]2778202[/snapback]
bhool jana to rasm e duniya hai
Gohar sahib ney....................

gig.gif

chalein aa hi jayein gay kisi waqt guitar.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 17 2008, 10:46 PM) [snapback]2774271[/snapback]
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain --- yes

6- 1000 saal sey ziada ho gaey hain [ death ko ] ---yes

7- Arab Khatoon ?

Correction kar doon ..

Death ko 100-400 saal k darmiyan huwey hain

Baqi sub kheriyat hay ... !!! 1-bachondunia.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 18 2008, 12:59 AM) [snapback]2774363[/snapback]
theek hai jee , its ok
......................
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain --- yes

6- 1000 saal sey ziada ho gaey hain [ death ko ] ---yes

7-arab shakhsiat ?

7... Arab shakhsiyat ..... NO
**Gohar
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 18 2008, 09:11 AM) [snapback]2775334[/snapback]
wah ji wah

nayee kasauti start huwee..........laikin meray baghair ruk gayee gig.gif

HKB aap ghaur say nahin parrhteen jawab ko ..........death ko 100 saal say ziada nahin huway aur 1000 saal say ziada ka jawab bhi no tha......correction kar lein

Soookriyaaa......

k aap ney tawajoh sey parha aur
Hidaiyat farmaie....................... 0-headbang.gif
**Gohar
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 18 2008, 09:46 PM) [snapback]2776693[/snapback]
shukriya

ab Gohar bhai kay aanay per resume hogi kasauti

issi liey tou kaha tha na .. k mujh sey start na karvaeyn ..

ab aya na mazzaaa... intezaar ka ... krakrani.gif
**Gohar
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 19 2008, 12:12 PM) [snapback]2777581[/snapback]
lagta hay Gohar bhai bhool gayay Kasauti start kar kay gig.gif

salam.gif


icon_peace.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 19 2008, 02:21 PM) [snapback]2778202[/snapback]
bhool jana to rasm e duniya hai
Gohar sahib ney....................

gig.gif

wo kehtey hain naa...


Marney waley tou khair bey buss hain
Jeeney waaley kamaal kartey hain... !!

Tou yahan apni zindgi aur mout k darmiyan buss screen ki Roushni aur andheray ki alamat he hay na jo hamain zinda ya ...... poster_oops.gif

khair .. ab aagey chaltey hain ..

sawal nmbr 8 plzzzz.... scrt.gif
**Gohar
Tou aik baat jis ki nishandahi Hkb jee ney ki hay ....
k mumkin hay k hum ... 8-10 sawalon ki Roshni main .. apna sawal he badal dain ... wub.gif

mumkinaat main sey hay naa.....!!!

iss liey hona ye chahiey k .. hum kisi bhe aisey member ko apney topic ki start main he PM kar k .. uss shakhsiyat ya apney sawal... sey aggaah kar dain ... jo kisi aisi soorat e haal main kaam aa sakta hay ... !!
Pm aur Topic start honey ka time hamain Clearification dey sakta hay ... !!

2... ye k .. Filhaal . zara asaan see shakhsiyaton sey nimat-tey chalain .. buss arhoss parhoss... ki famous... ya sirf Desi type ki .... whisper.gif

kya khayal hay ... aap ka .... 105.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 19 2008, 11:00 AM) [snapback]2778436[/snapback]
wo kehtey hain naa...


Marney waley tou khair bey buss hain
Jeeney waaley kamaal kartey hain... !!

Tou yahan apni zindgi aur mout k darmiyan buss screen ki Roushni aur andheray ki alamat he hay na jo hamain zinda ya ...... poster_oops.gif

khair .. ab aagey chaltey hain ..

sawal nmbr 8 plzzzz.... scrt.gif


aapney jo likha hai us per baat baad main karoon gee
..............
sawal number 6 aur 7 zaya ho gaya hai ...khair ;;
.......................
1... Zinda ..... No

2...Khatoon ....NO

3...Asian ... Yess

4...muslim

5 wafat ko 100 saal sey ziada ho gaey hain --- yes

6- 1000 saal sey ziada ho gaey hain [ death ko ] ---no

7-arab shakhsiat ---no
..............................
8- political person ?

aaj kal timeing match nahi kar rahey

agar main mojood na hoon to
KASHIF sahib ya koi member
jo us waqt online hon woh
is kasauti ko mukamal kar dain

take care....
**Gohar
8... Political ..... NO ...
hawwa ki beti
9- Mazhabi shkhsiat ?
**Gohar
9... Mazhabi shakhsiyat .... Kaha ja sakta hay.... ( Wajah e shohrat nahin )
hawwa ki beti
10- poet ?
**Gohar
10 ... Poet ... Yessss..... look.gif
hawwa ki beti
11 - india main dafan hain ?
**Gohar
India main Madfoon ..... NO
hawwa ki beti
12- pakistan main dafan hain?
**Gohar
!2... Pakistan main Madfoon .... Yesss... yes.gif
hawwa ki beti
salam & welcome Aaminah jee
.............
agar aap ilm rahti hain to
participate kar sakti hain [ means meri help ]

coz main koi khaas ilm nahi rahti
aaminah
12.pakistan mein dafan hain??
hawwa ki beti
13- punjab main dafan hain kia ?
aaminah
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 20 2008, 12:59 AM) [snapback]2779366[/snapback]
salam & welcome Aaminah jee
.............
agar aap ilm rahti hain to
participate kar sakti hain [ means meri help ]

coz main koi khaas ilm nahi rahti



wasalam.gif and thanks hkb adb.gif

nahi mujhey to itna ilm nahi..kafi na'laiq hooN 0-sosad.gif
but sure,,,app ki help zaroor

mujhey to 2nd personality ka naam bhi nahi aata jo k kasoti#2 main thi...tasveer dhaikh kar bhi nahi pata chala :(
**Gohar
QUOTE(aaminah @ Mar 20 2008, 12:59 AM) [snapback]2779368[/snapback]
12.pakistan mein dafan hain??

poster_oops.gif

Woh aa'ey bazm main itna tou hum ney dekha meer....!!
phir uss key baad charaghon main Roshni na Rahi ... !!

Matlab ye k yahan hamarey city main loadshedding ki wajah sey bijli janey ka waqt huwa chahta hay so kisi bhe lamhey aik ghantey k liey andhera chhaney wala hay ..

ameena jee khush aamdeed ... !!

answer is Yesssss... cheerleader.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 20 2008, 12:59 AM) [snapback]2779369[/snapback]
13- punjab main dafan hain kia ?

13.... Nahin naaa......... 0-17_wink.gif
**Gohar
QUOTE(aaminah @ Mar 20 2008, 01:01 AM) [snapback]2779374[/snapback]
wasalam.gif and thanks hkb adb.gif

nahi mujhey to itna ilm nahi..kafi na'laiq hooN 0-sosad.gif
but sure,,,app ki help zaroor

mujhey to 2nd personality ka naam bhi nahi aata jo k kasoti#2 main thi...tasveer dhaikh kar bhi nahi pata chala :(

Ouho ....

mujhey bhe ab nahin yaad k 2nd kasouti kis ki thee..
wait main dekh kar batata hoon ... k who was he ... 1-baatcheet.gif
aaminah
QUOTE(**Gohar @ Mar 20 2008, 01:02 AM) [snapback]2779376[/snapback]
poster_oops.gif

Woh aa'ey bazm main itna tou hum ney dekha meer....!!
phir uss key baad charaghon main Roshni na Rahi ... !!

Matlab ye k yahan hamarey city main loadshedding ki wajah sey bijli janey ka waqt huwa chahta hay so kisi bhe lamhey aik ghantey k liey andhera chhaney wala hay ..

ameena jee khush aamdeed ... !!

answer is Yesssss... cheerleader.gif


no probs..any other time 1-kahani.gif

wow answer is correct guitar.gif

sindh i mean wahan sey tal'laq hay??
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.