QUOTE
bhai haqeeqat tu hay laikin kia hay is ka nahen pata......
mujhy yaqeen tha k yahan asa b kha jaye ga lakin ye apny apny yaqeen ki baat hoti ha...
pehly din mara b kuch asa reaction tha ...........
lakin mary kareeb aik driver han unhon ny mujhy kha ........k main tumhain aik baat batata hon.............lakin beta tum pata nhi yaqeen kro b k nhi...........
unhon ny kha ..........k wo raat soo rhy thy k unhain khawab main ishara mila.......k chaaand ko ja k daikho..........or unhon ny daikha k us py NALAIN SHAREEF bana tha.......
i sure ab app ye kho gy k............sab loog asi batain kr rhy thy.....to wo ye sochty sochty soooo gy..............lakin main app ko bataon us waqat asi kisi baat ka unhain ilam nhi tha.................
khair mujhy is py yaqeen ha isliye yahan is ka link send kiya..............ALLAH IZVOJAL k liye kuch krna mushkil nhi.........bay shak...........