Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Kasauti No > 8 <
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip > Kasouti
Pages: 1, 2, 3, 4
hawwa ki beti
-----------No
...........
sawal kitney ho gaey ?
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:05 PM) [snapback]2782649[/snapback]
Koi artist ... painter waghera ...??

hehehe.....me ka bonga sawal gohar ki taraf se ab hkb zara tello tello????? icon_peace.gif
classic
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 21 2008, 06:07 PM) [snapback]2782652[/snapback]
-----------No
...........
sawal kitney ho gaey ?

nai cry.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 21 2008, 06:07 PM) [snapback]2782652[/snapback]
-----------No
...........
sawal kitney ho gaey ?

breakface1.gif ye 19 vaaan tha jo abhi abhi zaiya huwa hay .... 0-16_angry.gif
hawwa ki beti
QUOTE(classic @ Mar 21 2008, 02:07 PM) [snapback]2782653[/snapback]
hehehe.....me ka bonga sawal gohar ki taraf se ab hkb zara tello tello????? icon_peace.gif

gig.gif gig.gif
**Gohar
20 vaan sawal aap ki screen par ...... !!!

Sadi ka nmbr bataeyn ...
yellowjump.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 02:11 PM) [snapback]2782665[/snapback]
breakface1.gif ye 19 vaaan tha jo abhi abhi zaiya huwa hay .... 0-16_angry.gif

**Gohar
QUOTE(classic @ Mar 21 2008, 06:07 PM) [snapback]2782653[/snapback]
hehehe.....me ka bonga sawal gohar ki taraf se ab hkb zara tello tello????? icon_peace.gif

Meri wafa pe na Tohmat lagana .... krakrani.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 02:12 PM) [snapback]2782671[/snapback]
20 vaan sawal aap ki screen par ...... !!!

Sadi ka nmbr bataeyn ...
yellowjump.gif

srry sawal ki samajh nahi aaee
**Gohar
20 vaan sawaal ...

kuchh karta bhe thaa baba ... k vella he thaa...... imslow.gif
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:12 PM) [snapback]2782671[/snapback]
20 vaan sawal aap ki screen par ...... !!!

Sadi ka nmbr bataeyn ...
yellowjump.gif

yeh kia sawal hai bhala??????? imslow.gif

ajeeb aur meri tarah ka bonga.............. graduated.gif
**Gohar

Suno Ga'oun walo ..... !!!

7 pm PST .. meri Ravangi hay .... phir 2 roz tak ghuroobgi rahey gee... tomb.gif
**Gohar
QUOTE(classic @ Mar 21 2008, 06:17 PM) [snapback]2782684[/snapback]
yeh kia sawal hai bhala??????? imslow.gif

ajeeb aur meri tarah ka bonga.............. graduated.gif

Bongey dee ramz noo Bongaa janey ...

hor na janey koieee..... icon_peace.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 02:16 PM) [snapback]2782681[/snapback]
20 vaan sawaal ...

kuchh karta bhe thaa baba ... k vella he thaa...... imslow.gif

20 - karta tha jab zinda tha gig.gif
...................
15 min reply nahi dey sakoon gee

have to go , C U
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:18 PM) [snapback]2782688[/snapback]
Bongey dee ramz noo Bongaa janey ...

hor na janey koieee..... icon_peace.gif

graduated.gif 1-afsana.gif
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 21 2008, 06:20 PM) [snapback]2782693[/snapback]
20 - karta tha jab zinda tha gig.gif
...................
15 min reply nahi dey sakoon gee

have to go , C U

ok .. i'll try 2 resume on sunday ... but InshaAllah Confirmed on monday....!!

khush rahain hamesha ... issi tarah .....muskuratey huwey ... !! 0-love.gif
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:24 PM) [snapback]2782702[/snapback]
ok .. i'll try 2 resume on sunday ... but InshaAllah Confirmed on monday....!!

khush rahain hamesha ... issi tarah .....muskuratey huwey ... !! 0-love.gif

mere liye koi bonga sa msg 1-think.gif
**Gohar
QUOTE(classic @ Mar 21 2008, 06:26 PM) [snapback]2782708[/snapback]
mere liye koi bonga sa msg 1-think.gif

poster_oops.gif

a photo Copy fwrded to uoo .... number1.gif
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:28 PM) [snapback]2782712[/snapback]
poster_oops.gif

a photo Copy fwrded to uoo .... number1.gif

hehehe......mil gaya imslow.gif
**Gohar
Class ikkk....

tu aikkaam kar k rakhna ... Uss babbey ka pesha aur ... Chehlum ki tareekh poochh kar rakhna .. phir hum kisi bhe Gorkan sey maloom karva len gay ...

kaisaa Idea hay ....?? imslow.gif
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:32 PM) [snapback]2782719[/snapback]
Class ikkk....

tu aikkaam kar k rakhna ... Uss babbey ka pesha aur ... Chehlum ki tareekh poochh kar rakhna .. phir hum kisi bhe Gorkan sey maloom karva len gay ...

kaisaa Idea hay ....?? imslow.gif

bohot hi bonga aur jhakas idea hai......... ok.gif
**Gohar
QUOTE(classic @ Mar 21 2008, 06:35 PM) [snapback]2782732[/snapback]
bohot hi bonga aur jhakas idea hai......... ok.gif

0-love.gif

Shukriyaa...... !! adb.gif

0-wave1.gif
classic
QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 06:40 PM) [snapback]2782750[/snapback]
0-love.gif

Shukriyaa...... !! adb.gif
0-wave1.gif

0-wave1.gif
hawwa ki beti
bohat khoobsurat guftagoo rahi
Classic aur Gohar sahib ki. gig.gif
..........................
Guftagoo kijiay yeh fitrat e insani hai.......!
jaaley lagg jatey hain jab band makan hota

............................

personality is famonus world wide
dil hola nahin karna gig.gif
jab waqt milay mujhey pm kar dain FDON.gif
..........................

Allah hami o nasir
Kashif
ehem ehem

kya hum bhi enter ho saktay hain iss kasauti mein ? gig.gif

sawal # 21 ......kya shakhsiat ka taluq adab say hay ?
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 21 2008, 06:22 PM) [snapback]2783534[/snapback]
ehem ehem

kya hum bhi enter ho saktay hain iss kasauti mein ? gig.gif

sawal # 21 ......kya shakhsiat ka taluq adab say hay ?

ehem ehem gig.gif gig.gif
...............................
chalain theek hai

21- and answer is gig.gif no
22- plz ?
Kashif
sorry ji
kal sawal kar kay phir aa nahin saka topic par
aik to light ka masla aur phir kuch masroofiat aur phir 2,3 din say tabiat bhi zara thik nahin thi meri
khair aagay chaltay hain iss kasauti mein

waisay HKB ...yeh meri wali kasauti ka badla liya ja raha hay gig.gif
Kashif
aik to iss kasauti mein sawal kam huway hain aur gapein ziada lagi hain E9.gif
main summary pesh karta hoon agar kahin ghalti ki ho to bata dena HKB

Italian mard
death ko 100 saal say ziada ho gayay hain
taluq siyasat say nahin
artist nahin
actor nahin
adab say taluq nahin
17-ween sadi ki shaksiat nahin

17-ween sadi wali baat aik baar phir confirm kar dein .........???

Q-22........koi maujid thay kya ?
hawwa ki beti
>>17-ween sadi wali baat aik baar phir confirm kar dein .........???<<

17ween sadi sey aap ki muraad > 1700 to 1799 hai to mera jawab > nahin<

Q-22........koi maujid thay kya ? .......>> NO , koi cheen ijaad nahin ki

Q 23 plz
Kashif
1700 say 1799 tak to 18-ween sadi ho gayee na

23- naam L say start hota hay?
hawwa ki beti
23- naam L say start hota hay? ...........>> NO
Kashif
24- death ko 300 saal say ziada ho chukay hain?
hawwa ki beti
24- death ko 300 saal say ziada ho chukay hain? ............> yes
Kashif
25- koi ilaqa daryaft kiya tha?
hawwa ki beti
25- koi ilaqa daryaft kiya tha? ............> NO
Kashif
sorry phir light chali gayee thi

yeh banda to masla ban gaya hay

siyasat nahin
adab nahin
artist nahin
moujid nahin
ilaqa daryaft karnay wala nahin
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 22 2008, 05:44 PM) [snapback]2785110[/snapback]
sorry ji
kal sawal kar kay phir aa nahin saka topic par
aik to light ka masla aur phir kuch masroofiat aur phir 2,3 din say tabiat bhi zara thik nahin thi meri
khair aagay chaltay hain iss kasauti mein

waisay HKB ...yeh meri wali kasauti ka badla liya ja raha hay gig.gif

sorry jee aap ki yeh post ab nazar sey guzri aur ab reply dey rahi hoon
........................
Masroofiat to hoti rehti hai aur bijli aati jaati laikin aap ki sehat
kay liay dua go hoon keh
KHUDA aap sab ko apney hifz o amman main rakhey....Aameen.
......................
aap ney aisey president ko socha tha
jo keh mauqa paa kar badla bhi jaa sakta tha
jaisey yeh nahi , woh nahi icon_peace.gif
2nd aap ney italy ki aisi shakhsiat ko socha tha
jisay as pakistani aam aadmi boojhna bohat mushkil tha
kion keh hum log kasauti kay expert ya koi professional nahi.
..................................................................
aap bataein keh italy ki shakhsiat jisay aap ney socha tha
pakistani population main sey kitney jaantey hongay
aap ko zara khiyaal nahi aaya keh main aisi shkhsiat ko na sochoon crying_anim.gif
.................................
rahi baat badley ki , woh to main Gohar sahib sey lay rahi thi
jinhon ney shah abdul Latif bhitai [ sindhi poet ]
ko socha aur mujhey khoob ghomaaya
kabhi pakistan aur kabhi india crying_anim.gif
.....................
mera bada lainey ka qat aaya to
Sunday , Monday ka laara dey gaey angry.gif
.....................
aur meri qismat dekhye keh Gohar sahib wala badla
aap kay us italy waley badley main muntaqal ho gaya

come on and enjoy ur self
gig.gif
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 23 2008, 01:32 AM) [snapback]2785261[/snapback]

haha
yeh badla bhi khoob convert huwa hay gig.gif ................. breakface1.gif
President par naam badalnay wali baat to na karein 1-embaressed_smile.gif
main nay to bachpan mein bhi khel mein bai-mani nahin ki E9.gif

aur Julius Caeser ka to classic ko bhi pata hay guitar.gif

aap ki dua kay liyay Jazak-Allah rose.gif

jab tak sawal khatam nahin hotay ........koshish to zaroor karein gay hum icon_peace.gif
MJB
main ne socha ke main bhi abb kood hi paroon,,,,,,,,, E21.gif

26. Naam G se start hota hey ??
hawwa ki beti
main ne socha ke main bhi abb kood hi paroon,,,,,,,,,

26. Naam G se start hota hey ?? .................NO
.......................
Salam & Welcome M J B sahib / sahiba
Kashif
27-----sayyah tha?
hawwa ki beti
27-----sayyah tha? ..........NO
hawwa ki beti
27-----sayyah tha?
sayyah [ black do u mean ?]
hawwa ki beti
wait
Kashif
sayyah say muraad......... traveler
hawwa ki beti
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 22 2008, 10:06 PM) [snapback]2785295[/snapback]
27-----sayyah tha? ..........NO

27-----sayyah tha?
sayyah [ black [ siyaah faam ]do u mean ?]
hawwa ki beti
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 22 2008, 10:10 PM) [snapback]2785303[/snapback]
sayyah say muraad......... traveler

sayyah say muraad..........traveler.................yes
Kashif
sayyah urdu ka lafz hay traveler kay liyay
Kashif
28-naam M sayt start hota hay ?
MJB
QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 22 2008, 10:15 PM) [snapback]2785309[/snapback]
28-naam M sayt start hota hay ?

good going adb.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.