QUOTE(MJB @ Mar 22 2008, 10:30 PM) [snapback]2785325[/snapback]
iss main badley ki baat kahan se aa gai,,, aur kashif ne jo poochey they,,, wo aap na sahih,, main ne boojh liye they,,,,main ne boojha ya app ne ya kissi aur ney,,,, asal baat tu boojh liye janey aur team work ki hoti hey
weldone Kashif sahib &
inrespect of MJB
.......................................
Aik Italian cristian ,catholic tourist [ travellar]teenage [ 1271 main ]china ki taraf apney safar ki ibteda ki
aur 1295 ko wapas italy aaey
[ 5600 miles ]safar ka duration 24 years tha.
woh safar per they keh italy main walida ki death hui.
1295 main shadi ki.
1298 main italy main qaid rahey .
china main 3.5years tax department main job bhi ki
4 zabano [ languages ] per aboor haasil tha.
70 saal umar paee.
aaj wafat ko 684 saal ho gaey hain
......................
Date of birth...........1254
.............death..........1323
aur naam hai................MARCO POLO
Mubarkaan jee mubaarkaan
maloom nahin aap ko kitni khushi hui
but i think mujhey aap sey ziada hui
aap ki kaamyaabi per
congratulation by depth of heart



............................
laikin mera woh badla