QUOTE(**Gohar @ Mar 21 2008, 04:29 PM) [snapback]2782402[/snapback]
Dekhaaa..... Classic ... ye hoti hay Dilon main phoot dalney wali batain ..
main ney kabhi tum sey ikhtelaaf kiya ...?? hamesha tasleem karta hoon k
tum mujh se zyada aur main tum sey zyada bonga hoon ...
buss tum sirf elaqa aur Profession maloom karo .. main ney aik police waley se baat ki hay
wo banda dhoond dey gaa...

agar police walon se baat ker li hai tou mujhe kuch karne ki zarurat kia hai......usko sab pata hota hai......kiu k woh hum se ziada bonga jo hota hai