QUOTE(M Kashif Nisar @ Mar 25 2008, 09:05 AM) [snapback]2789246[/snapback]
good job MJB bhai aur baqi bhi sab log
yeh kasauti parrhtay huway to main bhi chakra gaya tha ........
laikin Gohar bhai Mulla Nasr-uddin to aik kirdaar hain ?
meray khyal mein in ka asal mein to wajood nahin tha
waisay sawalaat dekh kar hansi aa rahi thi...........chopaya declare ho gaya tha phir bhi us kay urrnay ka poocha gaya

kaheen BuraaQ hi ka na poochh liya ho Gohar sahib ney .
so that why have to ask .