QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 01:51 AM) [snapback]2788294[/snapback]
>>Yess i know .. lion .... line << ........................ yeh answer samajh kar lion ka agla sawal kiya tha. 18ween sadi ka chopaya , sher nahi , bakri nahi. ........ janwar ka naam ba tor mahawra bhi istemaal hota hai ?
Merey Khudaya ... main kaisey samjhaoon ...
ok ...
janwar hay
Mumaliya hay
Chopaya hay
Har jaga paya ja sakta hay
100-200 kg ka ho sakta hay
shair ( Lion) nahin hay
bakri nahin hay
ab ek vizahat ye k .. 18 veen sadi main bhe hay aur 21 veen main bhee
lekin jis particular janwar ko poochha hay wo 13 veen sadi he main thaa ab uss ki Family k baqiya log hamain nazar atey hain wo khud nahin .....
**Gohar
Mar 25 2008, 01:56 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 01:53 AM) [snapback]2788297[/snapback]
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 01:54 AM) [snapback]2788299[/snapback]
7. or carnivore,,,meat-eater...shikaar kr k dossray animals ko khata hay?
No .. he iz not Darindaa
aaminah
Mar 25 2008, 01:58 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 25 2008, 01:55 AM) [snapback]2788305[/snapback]
Merey Khudaya ... main kaisey samjhaoon ...
ok ...
janwar hay
Mumaliya hay
Chopaya hay
Har jaga paya ja sakta hay
100-200 kg ka ho sakta hay
shair ( Lion) nahin hay
bakri nahin hay
ab ek vizahat ye k .. 18 veen sadi main bhe hay aur 21 veen main bhee
lekin jis particular janwar ko poochha hay wo 13 veen sadi he main thaa ab uss ki Family k baqiya log hamain nazar atey hain wo khud nahin .....
so is ka matlab hey k jis particular animal/specie ka ap nay poocha hay woh khud extinct ho chuka hay but us ki family main usi tarah k us say kutch related animals ab bhi hain???
**Gohar
Mar 25 2008, 01:59 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 01:54 AM) [snapback]2788300[/snapback]
8. or both..omnivore???
Not 2 in one .... just single "sabzi" khour
**Gohar
Mar 25 2008, 02:00 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 01:55 AM) [snapback]2788301[/snapback]
9.us ki body pr fur hay ya sirf skin???
Fur tou nahin keh saktey .... lekin plain skin bhe nahin .. hairy Body hay
aaminah
Mar 25 2008, 02:01 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 01:58 AM) [snapback]2788310[/snapback]
to Aaminah sis > did u got my PM ?
yes dear sis.....recently parha.....kal exam hay or rply nahi kr saki and still me here for few mins...going bak to lecture....just came here to chilll for few mins aur ap ki help karnay kasouti starter k khilaf
will rply as soon....as i can ne wayz thanks for words
**Gohar
Mar 25 2008, 02:02 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 01:55 AM) [snapback]2788303[/snapback]
10.runs fast??
Can say .... (Mujh sey tou taiz he dourta hay )
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:03 AM
carry on Aaminah jee i hope that u will win
**Gohar
Mar 25 2008, 02:03 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 01:58 AM) [snapback]2788310[/snapback]
to Aaminah sis > did u got my PM ?
ye kya sazishain ho rahi hain ...
aaminah
Mar 25 2008, 02:04 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:03 AM) [snapback]2788333[/snapback]
carry on Aaminah jee i hope that u will win
aray kahan ... me itni zaheen
alright..have fun and me going to c my prof face
**Gohar
Mar 25 2008, 02:07 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 01:58 AM) [snapback]2788312[/snapback]
so is ka matlab hey k jis particular animal/specie ka ap nay poocha hay woh khud extinct ho chuka hay but us ki family main usi tarah k us say kutch related animals ab bhi hain???
Abslutely .....
xample .. k agar Laila k Doggi ka poochha ho tou ... wo bechara tou ussi dour main mar chuka hay .. lekin kuttey ab bhe baQi hain ...
so pehley u Have to find k janwar kya hay ... then u shud seek the Historical animal of this family ...
ab english bhe mix honey lagi hay naa
**Gohar
Mar 25 2008, 02:08 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 02:01 AM) [snapback]2788324[/snapback]
yes dear sis.....recently parha.....kal exam hay or rply nahi kr saki and still me here for few mins...going bak to lecture....just came here to chilll for few mins aur ap ki help karnay kasouti starter k khilaf
will rply as soon....as i can ne wayz thanks for words
**Gohar
Mar 25 2008, 02:10 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:03 AM) [snapback]2788333[/snapback]
carry on Aaminah jee i hope that u will win
But she came and gone with the Wind....
**Gohar
Mar 25 2008, 02:12 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 25 2008, 02:04 AM) [snapback]2788340[/snapback]
aray kahan ... me itni zaheen
alright..have fun and me going to c my prof face
Pata nahin uss becharey ney khud apna face kitney dino se nahin dekha ho gaa
Khair jee ... Likho gay parho gay .. tou Roshan ho ga naam ....
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:17 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 24 2008, 10:04 PM) [snapback]2788340[/snapback]
aray kahan ... me itni zaheen
alright..have fun and me going to c my prof face
oh ....................... aik sawal ibteda main kar chuki hoon keh> >18ween sadi ka janwar ?<
aur aap ka reply tha > Yess ofcource<<
laikin baad main wazahat kuchh youn ki keh>>
>lekin jis particular janwar ko poochha hay wo 13 veen sadi he main thaa ab uss ki Family k baqiya log hamain nazar atey hain wo khud nahin ..... ............................. jee main ney sirf particular janwar ka hi poochha tha ab to aap 3 sadyaan peechhay chaley gaey [ theek sey explain nahi kar paey ] khair .. ........................ kisi DOG ka poochha hai aap ney ?
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:24 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:03 PM) [snapback]2788335[/snapback]
ye kya sazishain ho rahi hain ...
nothing special
**Gohar
Mar 25 2008, 02:24 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:17 AM) [snapback]2788356[/snapback]
oh ....................... aik sawal ibteda main kar chuki hoon keh> >18ween sadi ka janwar ?<
aur aap ka reply tha > Yess ofcource<<
laikin baad main wazahat kuchh youn ki keh>>
>lekin jis particular janwar ko poochha hay wo 13 veen sadi he main thaa ab uss ki Family k baqiya log hamain nazar atey hain wo khud nahin ..... ............................. jee main ney sirf particular janwar ka hi poochha tha ab to aap 3 sadyaan peechhay chaley gaey [ theek sey explain nahi kar paey ] khair .. ........................ kisi DOG ka poochha hai aap ney ?
Meri ghaltiyon ko Chuna karo Meri laghzishon ko Gina karo
Jab aap ney poocha thaa uss waqt bhe aur ab jab aap ney etraaz dakhil kiya hay tab bhee... janwar ki infiradiyat samney nahin aa saki hay iss liey jawab mehez uss qabeeley k janwar k barey main hay k shayed wo sadiyon sey thaa aur hay ....
ab agar uss ki infridiyat nikal aaey tou ... jawab ho gaa k
He was in 13th century....
n
answer 4 ur new qstn .. Doggi ..... NO
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:25 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 24 2008, 10:04 PM) [snapback]2788340[/snapback]
aray kahan ... me itni zaheen
alright..have fun and me going to c my prof face
goodluck & take care
**Gohar
Mar 25 2008, 02:26 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:24 AM) [snapback]2788361[/snapback]
nothing special
Matlab k ye just Routine hay ... !!
sazishon ka sweater bun-naa ???????
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:27 AM
Hazrat NOOH [as] ki kashti main sawar tha janwar ?
**Gohar
Mar 25 2008, 02:31 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:27 AM) [snapback]2788368[/snapback]
Hazrat NOOH [as] ki kashti main sawar tha janwar ?
Main ney kab C Off kiya tha uss kashti ko ....
Khair
@ Topic ...
Suna yehi hay k uss Kashti main tamam jandaron ka aik aik jourha sawar thaa tou ye bhe zroor ho gaa... But i m not Sure k thaa ya nahin ... ..
achha sawal hay .. Rou'b dalney ko
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:32 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:26 PM) [snapback]2788366[/snapback]
Matlab k ye just Routine hay ... !!
sazishon ka sweater bun-naa ???????
hand made sweater kay new design ka poochha tha
MJB
Mar 25 2008, 02:33 AM
uska ta'luq aisa se tha ??
**Gohar
Mar 25 2008, 02:33 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:32 AM) [snapback]2788373[/snapback]
hand made sweater kay new design ka poochha tha
phir theek hay ...
**Gohar
Mar 25 2008, 02:35 AM
QUOTE(MJB @ Mar 25 2008, 02:33 AM) [snapback]2788374[/snapback]
uska ta'luq aisa se tha ??
Agar aap ki muraad aaj k poochhey janey waley janwar sey hay tou jawab hay
NO...
Lekin uss qabeeley k janwar ka taluq zroor ho gaa... !!
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:37 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:31 PM) [snapback]2788372[/snapback]
Main ney kab C Off kiya tha uss kashti ko ....
Khair
@ Topic ...
Suna yehi hay k uss Kashti main tamam jandaron ka aik aik jourha sawar thaa tou ye bhe zroor ho gaa... But i m not Sure k thaa ya nahin ... ..
achha sawal hay .. Rou'b dalney ko
to kia avatar main aap ki pic 13ween sadi ki nahi ? ................................. Hazrat YOUSAF as kay daur ka janwar ?
**Gohar
Mar 25 2008, 02:40 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:37 AM) [snapback]2788379[/snapback]
to kia avatar main aap ki pic 13ween sadi ki nahi ? .................................Naheeeen Hazrat YOUSAF as kay daur ka janwar ?
Naheeeen
MJB
Mar 25 2008, 02:42 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:35 PM) [snapback]2788378[/snapback]
Agar aap ki muraad aaj k poochhey janey waley janwar sey hay tou jawab hay
NO...
yaqeenan mera yahi matlab tha,,,,,,,,,,,,,,,,,,
uska ta'luq europe se tha ??
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:43 AM
well ....... kisi HIRN ka poochha hai ?
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:43 AM
i mean HIRNI
**Gohar
Mar 25 2008, 02:46 AM
QUOTE(MJB @ Mar 25 2008, 02:42 AM) [snapback]2788384[/snapback]
yaqeenan mera yahi matlab tha,,,,,,,,,,,,,,,,,,
uska ta'luq europe se tha ??
Jee nahin ...
wesey aaj thora boht read kiya .. tou 2 difrent Countries ka claim hay uss shakhsiyat k barey main ... k jiss k pass ye janwar thaa ...
lekin wo dono Asian countries hain ... Not Europe...
**Gohar
Mar 25 2008, 02:47 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:43 AM) [snapback]2788385[/snapback]
well ....... kisi HIRN ka poochha hai ?
Jee nahin .....
MJB
Mar 25 2008, 02:50 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:46 PM) [snapback]2788391[/snapback]
Jee nahin ...
wesey aaj thora boht read kiya .. tou 2 difrent Countries ka claim hay uss shakhsiyat k barey main ... k jiss k pass ye janwar thaa ...
lekin wo dono Asian countries hain ... Not Europe...
iska mattlab hey ke aap ne merey pichley sawal ka jawab ghalat diya tha,,, usko main abb correct ker loon??
**Gohar
Mar 25 2008, 02:53 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:43 AM) [snapback]2788387[/snapback]
i mean HIRNI
jee nahin .....
( agar aap Doston ki ijazat ho tou .. main thora sa rest kar loon ... k ab Ravangi main sirf 3 ghantey bachey hain .. aur jaagney k liey sona zroori hota hay ...
Kasouti ki dilchasp nou'iyat ko dekhtey huwey .. dil tou nahin chah raha k rukhsat lee jaey lekin agar na so saka tou agla din ... bohut Bojhal ho jaey gaa
kya khayal hay ... silsiley ko agli nashist tak ... pas e ousht dala jaey ya ... Parda Uttha diya jaey ...?? )
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:54 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:47 PM) [snapback]2788392[/snapback]
Jee nahin .....
agar answer nahi main tha to clapping kion dil to karta hai keh aap Qaaf league kay toley main nazar aaein .................... madina shehar sey taullaQ / nisbat / wabastgi ?
**Gohar
Mar 25 2008, 02:54 AM
QUOTE(MJB @ Mar 25 2008, 02:50 AM) [snapback]2788397[/snapback]
iska mattlab hey ke aap ne merey pichley sawal ka jawab ghalat diya tha,,, usko main abb correct ker loon??
Which sawal ...??
hawwa ki beti
Mar 25 2008, 02:56 AM
its ok, cu next have a nice dream FeeAmanAllah
**Gohar
Mar 25 2008, 02:56 AM
QUOTE
uska ta'luq aisa se tha ??
Ouh ... aap ney Asia likha thaa ....???
main Essa samjh kar jawab dey gaya ...
MJB
Mar 25 2008, 02:58 AM
QUOTE(**Gohar @ Mar 24 2008, 10:35 PM) [snapback]2788378[/snapback]
QUOTE
uska ta'luq aisa se tha ??
Agar aap ki muraad aaj k poochhey janey waley janwar sey hay tou jawab hay
NO...
Lekin uss qabeeley k janwar ka taluq zroor ho gaa... !!
thori sa typing error hey
**Gohar
Mar 25 2008, 02:59 AM
QUOTE(hawwa ki beti @ Mar 25 2008, 02:54 AM) [snapback]2788401[/snapback]
agar answer nahi main tha to clapping kion dil to karta hai keh aap Qaaf league kay toley main nazar aaein .................... madina shehar sey taullaQ / nisbat / wabastgi ?