aray bhai itnaay saray statues nahen nazar aay with-out heads k ........
JeeNa'
Mar 25 2008, 07:31 PM
shyed Coolleo ko angreeji nahi samjh ayee
tihami
Mar 25 2008, 08:52 PM
QUOTE(JeeNa @ Mar 25 2008, 02:31 PM)
shyed Coolleo ko angreeji nahi samjh ayee
bas ji angreeji to angraijoon ko naheen aatee.. abhi kal hi aik ECG par kisi 1st aid responder nay likha thaa ''erregular'' rather than 'irregular''
JeeNa'
Mar 25 2008, 10:38 PM
QUOTE(tihami @ Mar 25 2008, 08:52 AM)
bas ji angreeji to angraijoon ko naheen aatee.. abhi kal hi aik ECG par kisi 1st aid responder nay likha thaa ''erregular'' rather than 'irregular''
hehehe.....wasy bhai asi ghaltiyan karnay ka bhi bohat maza at hay sach
tihami
Mar 26 2008, 12:03 AM
QUOTE(JeeNa @ Mar 25 2008, 05:38 PM)
hehehe.....wasy bhai asi ghaltiyan karnay ka bhi bohat maza at hay sach
aik tu ghaltee... phr maza...............................
waisay baat tu thek hay....
JeeNa'
Mar 26 2008, 06:00 AM
QUOTE(tihami @ Mar 25 2008, 12:03 PM)
aik tu ghaltee... phr maza............................... waisay baat tu thek hay....
exactly....maza. jasy angreeji main punjabhi mix kar kay bolny ka maza ata hay
Kashif
Mar 26 2008, 09:17 AM
yeh sirf head-less nahin ..........yeh to half body-less hain
Abu Adnan
Mar 26 2008, 01:12 PM
QUOTE(tihami @ Mar 25 2008, 08:52 PM)
bas ji angreeji to angraijoon ko naheen aatee.. abhi kal hi aik ECG par kisi 1st aid responder nay likha thaa ''erregular'' rather than 'irregular''
woh bhi to kissi doc ka hi shagird hoga naa. doc ki likhayee say to Allah hi bachayee.... jetnay bad handwriting walay hotay haiN woh aakhir doc kaisay ban jatay haiN.... shayad iss liyeh k woh papers maiN bhi aisa hi likhtay houngay jaisay nuskha likhtay haiN... professors (woh bhi to doc hi hotay haiN) yehi assume kartay houngay k jab likha hai to sahi likha hoga. mera aik nalaaiq cousin bhi doc ban gayaa. ossay matric maiN english to kia urdu bhi sahi say nahi aati thee.... ab to woh such much ka doc hogaya hai k oss nay medicine maiN doctriate bhi karli hai.... waisay aam physician (medical graduates) bhi khud ko doc hi likhatya aur samjhtay haiN halaaNkay woh niray graduate hotay haiN.
(doc nah ban saknay par docs say jaltay howay doc k khelaaf likhee gayee )
CoOl LeO
Mar 26 2008, 10:11 PM
QUOTE(tihami @ Mar 25 2008, 03:28 PM)
aray bhai itnaay saray statues nahen nazar aay with-out heads k ........
aray bhai jab mein ne pehlay dekhi thi yeh post to image open nahi hua tha
is liye kuch samajh nahi aaya tha
CoOl LeO
Mar 26 2008, 10:12 PM
QUOTE(JeeNa @ Mar 25 2008, 07:31 PM)
shyed Coolleo ko angreeji nahi samjh ayee
tihami
Mar 26 2008, 10:59 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Mar 26 2008, 08:12 AM)
woh bhi to kissi doc ka hi shagird hoga naa. doc ki likhayee say to Allah hi bachayee.... jetnay bad handwriting walay hotay haiN woh aakhir doc kaisay ban jatay haiN.... shayad iss liyeh k woh papers maiN bhi aisa hi likhtay houngay jaisay nuskha likhtay haiN... professors (woh bhi to doc hi hotay haiN) yehi assume kartay houngay k jab likha hai to sahi likha hoga. mera aik nalaaiq cousin bhi doc ban gayaa. ossay matric maiN english to kia urdu bhi sahi say nahi aati thee.... ab to woh such much ka doc hogaya hai k oss nay medicine maiN doctriate bhi karli hai.... waisay aam physician (medical graduates) bhi khud ko doc hi likhatya aur samjhtay haiN halaaNkay woh niray graduate hotay haiN.
(doc nah ban saknay par docs say jaltay howay doc k khelaaf likhee gayee )
kia hay k yah khasiyat k salahiyat sirf doctors main hi houtee hya k un ki writings ko daikh kar unhaain ''houn-haar barwaa '' samjh liya jata hay k yah tu ideal hay doc bannay k liyay.... final yr MBBS tak main bhi daily apnaay ghar waloon say yahi sunta raha k kuch apni writing ka kar lou.. atleast parhee tu jaay.. n main nay yahi kaha k isi writing say yahan tak poohanch gaay haain agay bhi chalay jayain gay...
waisay I tried a lot k improve hu jaay... main Katib k pass bhi gaya apni writing improve karnay..but no effect....
yah aur baat hay k maira bhai ju k har giz doc nahen hay us ki writing mujh say bhi kharab hay ....
aaminah
Mar 27 2008, 01:35 AM
QUOTE(tihami @ Mar 24 2008, 11:02 PM)
Migratory Habits of the Homo sapiens
wow itni nice place lag rahi hay kahan hay? real main banda in homo sapians ko dhaikhay
aaminah
Mar 27 2008, 01:37 AM
QUOTE(tihami @ Mar 26 2008, 10:59 PM)
kia hay k yah khasiyat k salahiyat sirf doctors main hi houtee hya k un ki writings ko daikh kar unhaain ''houn-haar barwaa '' samjh liya jata hay k yah tu ideal hay doc bannay k liyay.... final yr MBBS tak main bhi daily apnaay ghar waloon say yahi sunta raha k kuch apni writing ka kar lou.. atleast parhee tu jaay.. n main nay yahi kaha k isi writing say yahan tak poohanch gaay haain agay bhi chalay jayain gay...
waisay I tried a lot k improve hu jaay... main Katib k pass bhi gaya apni writing improve karnay..but no effect....
yah aur baat hay k maira bhai ju k har giz doc nahen hay us ki writing mujh say bhi kharab hay ....
or me k saath sab ulat hay...
but lagta hay k last year tak pohanchtay pohanchtay wesy ho jaye gi
tihami
Mar 27 2008, 02:15 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 26 2008, 08:35 PM)
wow itni nice place lag rahi hay kahan hay? real main banda in homo sapians ko dhaikhay
yah tu mujhay bhi nahen pata k kahan haay,.,. haan albatta USA main hay kaheen I think,,, apnay dost k facebook say choree ki hay..
tihami
Mar 27 2008, 02:15 AM
QUOTE(aaminah @ Mar 26 2008, 08:37 PM)
or me k saath sab ulat hay...
but lagta hay k last year tak pohanchtay pohanchtay wesy ho jaye gi
phr tu aap ghalat profession main hoeeeeeeeeeeen..... aik bar phr soch laain...
Abu Adnan
Mar 27 2008, 11:57 AM
QUOTE(tihami @ Mar 26 2008, 10:59 PM)
kia hay k yah khasiyat k salahiyat sirf doctors main hi houtee hya k un ki writings ko daikh kar unhaain ''houn-haar barwaa '' samjh liya jata hay k yah tu ideal hay doc bannay k liyay.... final yr MBBS tak main bhi daily apnaay ghar waloon say yahi sunta raha k kuch apni writing ka kar lou.. atleast parhee tu jaay.. n main nay yahi kaha k isi writing say yahan tak poohanch gaay haain agay bhi chalay jayain gay...
waisay I tried a lot k improve hu jaay... main Katib k pass bhi gaya apni writing improve karnay..but no effect....
yah aur baat hay k maira bhai ju k har giz doc nahen hay us ki writing mujh say bhi kharab hay ....
bhoot khoob.
waisay shukar manayaiN k aap dounouN doc haiN warnah yeh 'hadsah' bhi hosakta tha k bhabi aap ka khat paRhwanay k liyeh pharmacy window pay jaa kar kah rahi hoti k bhai zara issay dekhna to aur batlanaa k .... aur pharmacy wala rush maiN khatoon ka ehteraam kartay howay jhut parcha lay kar ander chala jata aur wapsi maiN 2 char medicine liye aa jayta k bibi yeh lo aur nikalo paisay....
rubb ka shokar adaa kar bhai jiss nay aisee 'joRi' banayee.
tihami
Mar 27 2008, 02:00 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Mar 27 2008, 06:57 AM)
bhoot khoob.
waisay shukar manayaiN k aap dounouN doc haiN warnah yeh 'hadsah' bhi hosakta tha k bhabi aap ka khat paRhwanay k liyeh pharmacy window pay jaa kar kah rahi hoti k bhai zara issay dekhna to aur batlanaa k .... aur pharmacy wala rush maiN khatoon ka ehteraam kartay howay jhut parcha lay kar ander chala jata aur wapsi maiN 2 char medicine liye aa jayta k bibi yeh lo aur nikalo paisay....
rubb ka shokar adaa kar bhai jiss nay aisee 'joRi' banayee.
yahan tak tu baat theek hay,,,laikin main un k khat lay kar kahan jaata...
but the problem is k Un ki writing kafi say ziada achi hay..... is liyya Laiba ko likhanay ki zimma-daree un ko dee jaay gee, n parhanay ki doonoon ko,,
Abu Adnan
Mar 27 2008, 04:26 PM
QUOTE(tihami @ Mar 27 2008, 02:00 PM)
yahan tak tu baat theek hay,,,laikin main un k khat lay kar kahan jaata... but the problem is k Un ki writing kafi say ziada achi hay..... is liyya Laiba ko likhanay ki zimma-daree un ko dee jaay gee, n parhanay ki doonoon ko,,
kaheeN bhi nahi.... shauharouN ko iss baat ki zaroorat hi nahi hoti k woh biwiyouN ki baat ko samajhnay ki koshish karaiN..... 'hum' nay to yeh formula banaya tha/hai k lower classes ki tayyari begum karayengi aur zara upper darjay ki mabadaulat. go k hum dounouN ko lower classes k students ko paRhanay ka tajarbah thaa... lekin apnay bachouN ki bari aaye to pata chala k primary classes tak moms behtar teach kar sakti haiN aur iss say aagay dad.... lekin yeh koi kulia nahi.... aap koshish karkay dekh laiN. lekin jobs k saath saath kidz ko paRhana mushkil kaam hai. house wife agar paRThi likhe ho to onkay liyeh easy
tihami
Mar 27 2008, 04:38 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Mar 27 2008, 11:26 AM)

well WOH choun-k job nahene karteen is liyay un k liyya easy hay parhana waisay tu... waisay jis k pass ju skills houn woh bachoun ko day sakta hay. as I do calligraphy so i can teach that jab Laiba thoora sa bare hou jaay gee.. etc. My dad was a science teacher(ab to teacher training college main haain) so un say distant learning ka idea bhi bura nahen.....
Abu Adnan
Mar 28 2008, 10:29 AM
QUOTE(tihami @ Mar 27 2008, 04:38 PM)
well WOH choun-k job nahene karteen is liyay un k liyya easy hay parhana waisay tu... waisay jis k pass ju skills houn woh bachoun ko day sakta hay. as I do calligraphy so i can teach that jab Laiba thoora sa bare hou jaay gee.. etc. My dad was a science teacher(ab to teacher training college main haain) so un say distant learning ka idea bhi bura nahen.....
hmmm sahi kahaa.
aaminah
Mar 30 2008, 11:35 AM
QUOTE(tihami @ Mar 27 2008, 02:15 AM)
phr tu aap ghalat profession main hoeeeeeeeeeeen..... aik bar phr soch laain...
nahi jee...in a right profession but xceptions are always there
tihami
Mar 30 2008, 03:27 PM
QUOTE(aaminah @ Mar 30 2008, 07:35 AM)
nahi jee...in a right profession but xceptions are always there
goood to be as exception..........
princess
Apr 9 2008, 09:21 PM
classic
Apr 11 2008, 10:11 AM
tihami
Apr 11 2008, 02:13 PM
QUOTE(classic @ Apr 11 2008, 06:11 AM)
koi baat nahen.. agar koi damagh-less hu tu usay head-less bhi samajh nahen aa sakta,...
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.