QUOTE(Kanch k1 gur1a @ Mar 26 2008, 10:51 AM) [snapback]2790689[/snapback]
aisi hain ya theen ya hongi.. yeh to main nai maanti.. lekin haan sabit qadam zaroor hian..
humne tum larkon ki tarhan badalna nai seekha hai
mausamoon ki tarhan
har insaan kea kuch nazareyat hota hain or kuch khayalaat hota hain
khayalaat aap kea nazareyat par depend karta hain .
insaan kea khayalaat change ho sakta hain nazareyat bohot mushkel sa change hota hain
Larkiyon ka kohi nazarya nahi hota sirf khayal or khowab hota hain or wo un ma hi harti hain
or raha larkon ka badalna ka saawal to yaa bhi aap ka khyaal hi hai ka larka badal jata hain
jabka aap larkiyon kea kahayalaat badalta hain naa ka larka...
kiya khayaal hai boys.