QUOTE(VrSoLdIeRs @ Apr 1 2008, 09:51 PM) [snapback]2801592[/snapback]
sisoo main nahi lagta meray topic fail ho jatay hain
aray ilm berung nahi hota woh to paani hota hai.... berung... beybu... bezaiqa 
ilm ko kisi rung mein qaid naheen kar saktay ,nayee? khair chalein isay qaus o qaza ka nama de dete hain

about the failure of topics:
mere bhi aksar o beshtar topic pass naheen ho paatay thay ,ab to haalaat behtar hain shuru mein bahot aisa hota tha,is dil ke tukday hazaar hojaatay thay koi yahan girta tha koi wahan
aksar acchay amazing topics par reply kam bhi aajatay hain aatay hain jaisay art movies log kam dekhtay hain.