ghalti sey aik khoobsurat ghar kay main gate ko
torh kar ghar kay
leaving room phir
dinning haal phir
TV lounge aur phir
ghar kay peechhley lawn main chala gaya.
wahan ghar ka maalik kharha tha.
jo yeh sab ghusey sey dekh raha tha.
driver ney ghabra kar poochh liya keh
REGAL CHOWK kidhar hai ?
ghar kay maalik ney kaha keh yeh
jo pichhli aur aakhri dewaar hai
issay bhi torh do aagay REGAL CHOWK hai