QUOTE(MJB @ Mar 28 2008, 06:12 PM) [snapback]2795337[/snapback]
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
waisey apas ki baat hey,,,,,,,,, ke main ne inka naam pahli dafa suna hey,,,,,,,,,, bas research ker ke yahan tak pohanch gya
Mashallahjin ko jaantey nahin uk ko bhi aap dhoond laitey hain
aap ka participate kar laina hi kaamyaabi ki zamanat hai
...............
main to ab is soch main hoon keh
agar hum ney aap sey haar jana hi hai
to aap kay saath khailain hi kion

...........................................................