QUOTE
shadi k baad larkay itna aak-kar k kyun chaltay hain.jasay unhoon ne koi mulak fattaah kar liya ho. woh un loogoon ka shukar guzaar honay ki baj-jay k jinhoon nay apni daughter un ko de di.unhee pe ehsaan kyun jatatay hain k hum ne aap ki daughter se shadi kar k aap pe duniya ka sab se bara ehsaan kia hai.
main abhi khasa choota hon is liye mujhy is ka answer nhi pata
jab mari ho gi tab btaon ga