QUOTE(duaaz @ Apr 2 2008, 02:10 AM) [snapback]2801494[/snapback]
shadi k baad larkay itna aak-kar k kyun chaltay hain.jasay unhoon ne koi mulak fattaah kar liya ho. woh un loogoon ka shukar guzaar honay ki baj-jay k jinhoon nay apni daughter un ko de di.unhee pe ehsaan kyun jatatay hain k hum ne aap ki daughter se shadi kar k aap pe duniya ka sab se bara ehsaan kia hai.
sahi kaha
yeh samajhne ki baat hai
yahan ziada tar mard hazraat apne aapko kuch aalaatar samajhte hain
aur bewi ko aur uske rishte-dar koi mainay nahin rakhte
yeh jab hota hai jab pyar nahin hota
ager pyar ho shoher aur bewi ke darmian aur aik dosre ko sahi se samjhain
to aesi koi nobat hi na aaye.
jo aesa karke khud ko bohat bara samjahte hain woh waqai main
bohat hi buzdil aur chootay kisim ke log hain