QUOTE(CoOl LeO @ May 22 2008, 04:01 AM) [snapback]2882732[/snapback]
Nahi nahi bhai befikar raho mein thodi N or K ko tung karoon ga
Yeh kaam to aap ka hai
Is liye jootay chappal bhi aap ko mubarak ho bhai
hehe
tum to tang nahii karo gey to main kya tang karnay wala lagta hoon ........had hay bhai
agar aisi baat hoti to jootyaan pehlay hi parr chuki hotein

leikin wahan mamla kuch aur hay