QUOTE(CoOl LeO @ Apr 19 2008, 07:28 AM) [snapback]2825311[/snapback]
Shaitani sukoon
Tauba tauba Kashif bhai mujh masoom pe shaitani ki tohmat to na lagao
Mill nahi rahi to kya hua aap k mind mein to pata nahi 2 se bhi kitni zyada hain na
shaitani sukon hi hoga na jab aap sukon kay sath shaitan wala icon banayein gay

yaar ab aap mujh par kaisi kaisi baateiN thop rahay hain
main to sada sa banda hon bhai