aap age shage aur baki baatian choro yeh batao keh gift kidhar hai
arey Wah .......... aap ko bhi pata hai k Gutar ghoon kabootar boltay hain ............. Wowwwwww kamal ker diya aap ne sab younhi kehtay hain k VRS bewaqoof hai lekin mshALLAH aap se baat ker k andaza hua k aap to kafi Aqalband hain OoOooPpPsSs Aqalmand ( jhoot bolna waqaye mushkil kaam hai )
arey Wah .......... aap ko bhi pata hai k Gutar ghoon kabootar boltay hain ............. Wowwwwww kamal ker diya aap ne sab younhi kehtay hain k VRS bewaqoof hai lekin mshALLAH aap se baat ker k andaza hua k aap to kafi Aqalband hain OoOooPpPsSs Aqalmand ( jhoot bolna waqaye mushkil kaam hai ) Cake khilayen pehlay
shukar hai tum nay sub ko bata diya keh main akalmand hoon... waisay tumharay baray yehi khayal hai sub ka keh tum bewaqoof ho
cake??? aray pehlay birthday main ja kar gift daitay hain phir cake milta hai.... chalo do
yar 10th standard questions puchne mai bhi hichkicha rahi ho ye b koi baat hui bhala mai to kehti hu usko thorra sa concession de do first standard k questions pucho mai start kerti hu ---> what is 1+1? hahahhahahahahahhahahahahahahahhahahahahhahahha
yehi questions poochti theen mujh say papers main tum us waqt bata deta to kub ka primary pass kar chuki hoteen... ab bhanay bahanay say poochti ho