Dewaana kar deytii hey baarish mujhey,,,,,,,,ajab saa sehar hey iss mein ,,,,,,beykhudii sii hey ,,,,,sarshaarii sii hey,,,,,,,mabhoot kar deytii hey,,,,,,jhaan jiss haal mein bhee hoota hoon bheegtaa rahta hoon bheegtaa rahtaa hoon ,,,,,,,yun kahoon too sudh budh bhulla deyta hoon aaj sey naheyn bachpan sey aysa hii hoota aaya hey ab tak yahi keyfiat hooti hey ,,,,,yadeyn hooti heyn ajab saa surroor hooota hey ajab sii udaasii hootii hey,,,,,,,,baarish pey baat na kii jaeyey warnaa likhta hii rahoon ga aur likhta hii challa jaoon gaa