sweet_angel
Apr 7 2008, 10:54 PM
arey KSA bhi b0ring hain BAS MAKAH MADEENA JAO WAHAN SUKOON HAI baki overall itna maza nai ...KSA is mai second homeland ....agar hosaka to reh bhi lungi..
hehehe kuch dekha nhi jabhi sayin UK waise mujhe kisi zamney bara shockh tha UK jane ka ab sab he janney laggae jisey dkho mun utha k uk jaraha hai isliye miene shockh bada dala apna
sweet_angel
Apr 8 2008, 12:59 AM
sweet_angel
Apr 8 2008, 01:07 AM
VrSoLdIeRs
Apr 8 2008, 02:59 AM
QUOTE(duaaz @ Apr 8 2008, 02:37 AM)

zarooi to nahin k sab aasay hi accent main boltay hoon.
well mostly goray to aisay hi boltay hain... water ko wa-er
VrSoLdIeRs
Apr 8 2008, 03:11 AM
QUOTE(duaaz @ Apr 8 2008, 03:06 AM)

hehehe............thats right .wasay kuch to kafi moon bigaar bigaar k baat kartay hain.aray bhai aghar seedhay tarhaan se bool do ge to kia farak par jaay ga.
yeh na english logon say badala aur to kisi tarah lay nahi saktay bus unki zaban kharab kar kay laitay hain
waisay u dun look like one of desis born here..... international student ho aap?? or just got married or sumthin???
duaaz
Apr 8 2008, 03:16 AM
aray aray itnay gusses.ji to mughay desi kah lo ya pakki Pakistani.jis ne yahaan aa kar jaysa deas wesa bhees wali baat to poori kar di hai.maghar dil hai Pakistani hehe......i am married .thats y i am here
VrSoLdIeRs
Apr 8 2008, 03:40 AM
QUOTE(duaaz @ Apr 8 2008, 03:16 AM)

aray aray itnay gusses.ji to mughay desi kah lo ya pakki Pakistani.jis ne yahaan aa kar jaysa deas wesa bhees wali baat to poori kar di hai.maghar dil hai Pakistani hehe......i am married .thats y i am here
hahahaha jaisa des waisa bhes walay to sub hi hotay hain... bas banday ko andar sya nahi badalna chahiyay
waisay meray guesses kitnay sehi lagtay hain na iski tareef to karain
so ji naye naye shaadi howi hai???
VrSoLdIeRs
Apr 8 2008, 03:55 AM
duaaz
Apr 8 2008, 03:58 AM
mubarak baad ab de do .ki farak peenda aay.
ye chai ki baat kahan se aa gai.waleemay pe nahin aay ye mere galaati to nahin the.ab bhoogtoo
VrSoLdIeRs
Apr 8 2008, 04:08 AM
duaaz
Apr 8 2008, 04:15 AM
ab to kuch nahin ho sakta .kis ne kaha tha k kahoo k main larki waloon ki taraf se hoon.waleemay main ghuss jatay or kahtay k main to larkay ki taraf se hoon.kuch aai samagh
ziddi
Apr 8 2008, 03:51 PM
Waha jahan main abhi reh rhi ho, n am living in Norway

pk main reh nahi shakti, tauba bohat garmi hoti hai Norway is best...
waise mera dil chahta hai pori duniya ghomne ko
no other place than Pakistan,,,, Pakistan is the best,,,,,,,,,,,,,,, after Pakistan,,, second choice is France,,,, the most visiting country of tourists for many years and seems it will remain at #1 for decades,,,,,,,,, but Pakistan is Pakistan
VrSoLdIeRs
Apr 8 2008, 06:20 PM
QUOTE(duaaz @ Apr 8 2008, 03:26 PM)

aray aray soldier aghar jhoot nahin boltay to apni baat se bhi nahin mukartay aap hi ne to kaha tha k aap larki waloon ki taraf se the.ab seedhay tarhaan se bataoo sach kia hai
aray to card kaun sa bhijwaya tha aap nay jo main ata
sweet_angel
Apr 8 2008, 09:58 PM
sweet_angel
Apr 8 2008, 10:19 PM
meri puhanch to meci bens hain

btw miene nhi kaha u ne kaha ..khud jao ..
sweet_human1
Apr 9 2008, 12:30 AM
upto me its must be
1. FrAnCe
2.Italy
3. CaNaDa
seemaf
Apr 9 2008, 01:40 PM
QUOTE(VrSoLdIeRs @ Apr 7 2008, 01:57 AM)

n lemme predict keh ab jitnay bhi ayain gay most ov em wud luv to live in KSA.
Ap kahin GEO waley MAMOON to nahi