bangan ka bhurta to bana nahin haan rafay ka bhurta zaor ijtemai tor per ban gaya hay her shakhas se hasb.e.tofeq behti ganga meyn hath dho raha hay Chalain main Rafay ka saath deta hoon
bangan ka bhurta to bana nahin haan rafay ka bhurta zaor ijtemai tor per ban gaya hay her shakhas se hasb.e.tofeq behti ganga meyn hath dho raha hay Chalain main Rafay ka saath deta hoon
ghaleban aap nay poster-sahera ki "wazahat" nahi paRhee aur "baigan" k iste'aaraa no samajh sakay. sahera ka isharaah pata nahi kiss janib thaa magar sabziyiuN walay baigan ki taraf hargiz nah thaaaaaaaaaa ... goya iss post maiN jo kuch banaa hai woh sahi bana hai. ab aap kia banay howay bhurtay ko wapis sabit bana kar dikhayengay, jadoo k zor say
inkay giraayeeN zardaari sb bhi to sochi smjhee scheme k tehat CJ ka bhurtah banaa rahay haiN, NS ko mila kar... yeh ossi ka dar jawaab aaN ghazal to hai...........
inkay giraayeeN zardaari sb bhi to sochi smjhee scheme k tehat CJ ka bhurtah banaa rahay haiN, NS ko mila kar... yeh ossi ka dar jawaab aaN ghazal to hai...........
Kal to Grayen sb ne khul ker Geo aur BBC per bata dya ..ulti ginti na khapey
Allah hum sab par raham karay o iss 'naik' maqsad maiN aap ka saath detay rahay.
lo maine toh aap ko pehlay he bata dia tha..warna baigan ka bharta toh mey jaisa taisa bana he leti hoN....winks
aap toh waisay he saraaj bahi kay peechay haathoN ko tail laga kar paray hoye hien......jab dekhO unki jampi karnay kay bahanay unko "ladoo" kay fawayed aur nuksanaat bata rahey hotay heiN..

saraj 'nisf girayeeN' (aadha karacha wala) to apna bhi hai iss liyeh oss par HAQ kiyouN nah jatayaiN.
aray aap ko toh saraj ka saath dena chahiye acha yeh bataye aap kay dressing table par kitnay hair brush heiN?
To main un kay saath saath hi to hoon table par to Sirf Aur Sirf Eik
Silent_Ocean
May 2 2008, 09:55 AM
Jaisa K Usuf Bhai Ne bataya Ke Bacpan Mein Lakri Ke Chulhe Pe Baigan Ka Bhurta Banta Tha , Same Mere Bachpan Mein Bhi Yehi Hota tha
Ab Bhi Kabhi Khaana ho Khasusan Garmiyun Mein Bohat Khaati Hoon To Gas Ke Chulhey Pe Halki Aanch Kar Ke GOL BAIGAN Rakh Deti Hoon Baad Mein Chilka Utaar Ke Iss Mein Namaka Mirch, Hari Mirch , Lemo Aur Hara Dhaniya Daal Ke Mesh Kar Lete Agar Dahi Daalni Ho To Daal Leti Hoon
Buhot asaan tareeqa hai. Apni Hyderabadi parosan ke khaana pakaane ki kuch ziyadah tareef karni parti hai, dosray din baigan ka bhurta khaane ko mil jaata hai..
QUOTE(Aawaz @ May 3 2008, 03:38 AM) [snapback]2852971[/snapback]
aaray tum Un looGooN ki tarf kyuN daikhtay hoo jiN kooo bhuGatna paRa haii
zaraa mere tarf daikhoo Abdullh Bhahi ki tarf dekhoo KhaliSh Bhahi ki tarf dekhoo Seemaf ki tarf dekhooo
Dr. Tihami ki tarf dekhooo, Sajjaid Bhahi ki tarf dekhooo.. our .....our ..... our......
Aur in sab ke spouse ki traf bhi to dekhna chahiey woh kya kehtey heyn
~Saraj~
May 3 2008, 12:16 PM
QUOTE(Aawaz @ May 3 2008, 04:01 AM) [snapback]2853018[/snapback]
Shuker hai ounCha oRanay ky liyeh nahi werna aik ka bharta our baN jataa
tu aap oncha uradeyn un ko
*RAJA*
May 3 2008, 05:41 PM
aab main first page par ja kar aapna benghan dekhoun tu......................... mera aapna bharta ban jayeh gha
Aawaz
May 3 2008, 06:03 PM
QUOTE(~Saraj~ @ May 3 2008, 07:15 AM) [snapback]2853552[/snapback]
Aur in sab ke spouse ki traf bhi to dekhna chahiey woh kya kehtey heyn
kyuN jee kyuN tum lifafaa [Wife] daikh ker
mazmooN [Hasband] nahi bhanp saktay hmmmm
Aawaz
May 3 2008, 06:05 PM
QUOTE(~Saraj~ @ May 3 2008, 07:16 AM) [snapback]2853554[/snapback]
tu aap oncha uradeyn un ko
hamare ChoRooo tum kub Chand ko Cho rehay hoooo
Abu Adnan
May 4 2008, 10:07 AM
QUOTE(Aawaz @ May 3 2008, 03:27 AM) [snapback]2852942[/snapback]
hahay Us Zood paShay maN ka paShaymaN hooN
abhi tak (taa damay reply ) to maiN nay kissi ka qatal nahi kia hai pahlay qatal to karlouN phir jafaa say taubah bhi karlouNga aur zood.pasheemaani ka izhaar bhi.
sahera
May 4 2008, 02:28 PM
QUOTE(Aawaz @ May 2 2008, 10:49 PM) [snapback]2852993[/snapback]
wesay BaiGaN O Shauhar
maiN aik Qadar-e- muShtareek hai
luRakhna
wah kya qadar e mushtarak nikali hay ... jitnay bhi baigan bailan kay dar se luraktay hien woh HC ka rukh kar letay hein.
sahera
May 4 2008, 02:39 PM
QUOTE(Aawaz @ May 2 2008, 10:14 PM) [snapback]2852911[/snapback]
'sahera' kesee hoo hmmmm
Bhartay Ki Post phe baRay baRay looGooN ki Replies
daikh ker apna bhi dil Chaha khy......................................
CODE
agar gas aur bijali na ho?
sab say aasaN tareQa haiii
Shadii ker li jahay
Sab logON mey aap bhi bahoot mohtaram hien humaray liye.
waisy agar shadi he is masalay ka hal hay toh hum baigan ka bharta khana aur banana dono he choor detay hien. kya khayal hay?
sahera
May 4 2008, 02:46 PM
QUOTE(*RAJA* @ May 3 2008, 12:41 PM) [snapback]2854132[/snapback]
aab main first page par ja kar aapna benghan dekhoun tu......................... mera aapna bharta ban jayeh gha
aray raja bahi aap yehi se shuru hojaye aap se behtar bhartaa bhala kon bana sakta hay ?
ap ko toh musharaf ka right hand hona chahiye tha.
Abu Adnan
May 5 2008, 10:58 AM
QUOTE(sahera @ May 4 2008, 02:28 PM) [snapback]2855095[/snapback]
wah kya qadar e mushtarak nikali hay ... jitnay bhi baigan bailan kay dar se luraktay hien woh HC ka rukh kar letay hein.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.