QUOTE(Abu Adnan @ Apr 16 2008, 08:12 AM) [snapback]2820068[/snapback]
1. 2. waisay Allah ki 'sunnat' yehi hai k woh hamaiN kuch denay k liyeh kissi nah kissi banday hi ko waastah banataa hai...
aksar log argue karnay lagtay hain waastay ki baat ko lekar,agar waastay se kucch mila aur hamnay uska shukriya kiya to log samajhtay hain kufr kiya.
lekin yeh to etiquette ki baat hai,bas.diya to Allah hi nay,sab uski takhleeq,wahi ek khaliq.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
3. Albattah yeh kahna durust hai k maangna Allah hi say chahiyeh. Allah jiss zariyeh say pasand karay, ataa kar day.
exactly,very well said AA bhai
aur jo iskay baraks sochay usay Allah hidaayet de.