Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Karachi Under Attack By Mqm
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
saima56
hamzaad
Allah karachi shehr ko apni hifz o aman mien rakhay..............aur aisay sherpasand anasir ko garat karay
saima56
xplaind
question: what do you do with a group of fascist murderous criminal anarchist thugs right after they burn 9 people alive??

answer: you assure them that one of their top thug will remain the Governor and the other top thug will keep his mayorship of the city... no matter what happens ... elections or whatever .. nothing can remove them from office ... they have not come into power to just go away like this... STATUS QUO will be maintained & honored no matter what..
xoanon
MQM should banned and declared as terririst organization
saima56
from_da_lost_dimension
kiys koi is baat per roshnee dalee ga details mein keh is 9 aprail ke waqayey ki kiya wajha hoo sakti hai ? aur agar yeh MQM ne kya hai to is mein MQM ka kya faida tha ?
saima56
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Apr 14 2008, 09:40 AM) [snapback]2817003[/snapback]
kiys koi is baat per roshnee dalee ga details mein keh is 9 aprail ke waqayey ki kiya wajha hoo sakti hai ? aur agar yeh MQM ne kya hai to is mein MQM ka kya faida tha ?

Wajoohaat aik hi hai ka MQM adalya ki behali nahi chahti aur 9 April ko jo hua uss mai MQM ki Qiyadat sa zaida uss ki tanzeemi dahancha ka masla hai.. MQM na yeh drama Sher Afghan ka rad-e-amal ka toor per kia, aur mere khayal sa MQM ki qidayadat ki taraf sa yeh hidayat thi ka wakiloon ko thora sa tight karoo taka iss ko tasadum ka naam da kar wakiloon ko aur badnaam kia jaye..... Magar MQM ka workers iss "thora" ko aik bara waqia bana dia , 50 sa zaida gariayaan jala din aur 13 afraad mara gaya, 6 afraad zinda jala dia gaya, kayee dafateer jala dia gaya aur kuch waqiloon ka gharoon per bhi hamla kar ka unhain jalya gaya..

Altaf bhai na jab yeh dekha ka unn ka farameen ki kuch zaida hi tameel hoogaye hai to unhoon na apna workers aur arkaan per zimadari dalta hua Asteefa ka ailaan kar dia, jiss taqreer mai Altaf hussain na kaha ka "workers bhi sazishi ansir ka saat shamil hoojata hain"..

abb aata hain ka MQM ka iss mai kya faida tha agar yeh chotha mota waqia hoota to MQM media ko use kar ka wukla ko badnaam kar ti jis sa MQM apna boss mush ko kush kar sakti thi aur judges ki bahali mai aik naye ulhjan paida hoosakti thi......... magar Allah na yeh cheez ulti inn per daal di aur inhiin ka hatoon in ka plan nasto-nabood hoogaya, aur wukla surkuruh hoogaya aur pichla waqiyaat sa bhi unn ki jaan chut gaye balka sherafghan case mai aitazaaz ahsan ka amal ki altaf bhai na tareef ki... too joo waqia hua uss sa MQM 12 may ki position per dubara chali gaye.. aur phir IG sindh Shoaib Sadal aur Ispecter roa Anwar ko majbooran ppp ko tayanaat karna para aur MQM 1992 ka maqam per agaye..

woo kehta hai na aik planning insaan karta hai aur Aik planning Allah karta hai aur best Planning Allah ki hooti hai.. 9 April mai yehi hua..
Rehbar
QUOTE(saima56 @ Apr 14 2008, 06:16 AM) [snapback]2817039[/snapback]

kuch karlo aur keh lo ye URDU speaking qoum hey na es ko harana asan nahi. Bholo Shareeh aur Bhulroo zardari dono na kafi hain.

from_da_lost_dimension
QUOTE(Rehbar @ Apr 15 2008, 12:12 AM) [snapback]2817753[/snapback]
kuch karlo aur keh lo ye URDU speaking qoum hey na es ko harana asan nahi. Bholo Shareeh aur Bhulroo zardari dono na kafi hain.

apna asli rang dikhane main zara jaldi naihn ki naa aapne ? sir ji Qaum sirf pakistan hi, URDU speaking sirf "loog" hain . magar aap kahan shamjhoo gey , hamesh a se suteloon ka sullook kya hai , aur aaj bhi karoo gay , tabhi to altaf husan jaisee loogon ko wajah miltee hia , power milta hia loogon ke feelings ko exploit kerne ka !
waise for you inf. SAIMA ji bhi urdu speakinghi hian.. aab hcallo apna yeh racist zeha rkahin aur jaa ker phelaoo !
from_da_lost_dimension
QUOTE(saima56 @ Apr 14 2008, 11:16 AM) [snapback]2817039[/snapback]
Wajoohaat aik hi hai ka MQM adalya ki behali nahi chahti aur 9 April ko jo hua uss mai MQM ki Qiyadat sa zaida uss ki tanzeemi dahancha ka masla hai.. MQM na yeh drama Sher Afghan ka rad-e-amal ka toor per kia, aur mere khayal sa MQM ki qidayadat ki taraf sa yeh hidayat thi ka wakiloon ko thora sa tight karoo taka iss ko tasadum ka naam da kar wakiloon ko aur badnaam kia jaye..... Magar MQM ka workers iss "thora" ko aik bara waqia bana dia , 50 sa zaida gariayaan jala din aur 13 afraad mara gaya, 6 afraad zinda jala dia gaya, kayee dafateer jala dia gaya aur kuch waqiloon ka gharoon per bhi hamla kar ka unhain jalya gaya..

Altaf bhai na jab yeh dekha ka unn ka farameen ki kuch zaida hi tameel hoogaye hai to unhoon na apna workers aur arkaan per zimadari dalta hua Asteefa ka ailaan kar dia, jiss taqreer mai Altaf hussain na kaha ka "workers bhi sazishi ansir ka saat shamil hoojata hain"..

abb aata hain ka MQM ka iss mai kya faida tha agar yeh chotha mota waqia hoota to MQM media ko use kar ka wukla ko badnaam kar ti jis sa MQM apna boss mush ko kush kar sakti thi aur judges ki bahali mai aik naye ulhjan paida hoosakti thi......... magar Allah na yeh cheez ulti inn per daal di aur inhiin ka hatoon in ka plan nasto-nabood hoogaya, aur wukla surkuruh hoogaya aur pichla waqiyaat sa bhi unn ki jaan chut gaye balka sherafghan case mai aitazaaz ahsan ka amal ki altaf bhai na tareef ki... too joo waqia hua uss sa MQM 12 may ki position per dubara chali gaye.. aur phir IG sindh Shoaib Sadal aur Ispecter roa Anwar ko majbooran ppp ko tayanaat karna para aur MQM 1992 ka maqam per agaye..

woo kehta hai na aik planning insaan karta hai aur Aik planning Allah karta hai aur best Planning Allah ki hooti hai.. 9 April mai yehi hua..

thanks fo rthe detailed reply ,kys IG sindh aur aur inspector ke kirdar per roshni daalein gi aap ? mqm kion unke itnee khilaff hai ?aur pp unko kion apna hero maanti hai?
saima56
mai ne kab aur kahan kaha ka mai IG Sindh aur inspector ko hero manti hoon..

masla darasal yeh ka MQM ki ghalat policies ki wajah hoosakta hai phir Begunah nawjawan karachi ka mara jana lagain aur yaqeenan jaraim paisha loog bhi khatam hoonga magar operation yeh nahi dekhta ka kon begunah hai aur kon gunahgaar, aap dekhain ka mulk mai jo fiza hai us mai IG Sindh ko welcome kia gaya hai. iss IG ko yeh bhi pata hai ka mazi mai karachi operation mai hisa laina wala police officiers mai 2 ya 3 zinda bacha hain baki sab ko pichla saloon mai kissa na kisa tarah thikna lagaya ja chuka hai. abb hoosakta hai ka inteqaam ka jazba bhi kahin hoo..

laken jo asal masla hai woo MQM ko shamjhna chaye, pichla 5 saal inn ko apni sakh achi banana ka bharpoor moqa mila tha, general musharraf na inn ko poora support kia tha, karachi, sindh fedral mai inn ki government thi. MQM chahti too apna image asmanoon per laa kar ja sakti thi. magar apni ghaltioon ki waja sa wahin poohch gaye jahan sa chali thi. aur 12 may aur 9 April ka waqiyaat na media ki azadi ki waja poora mulk mai MQM ko manfi taqat ka toor per dekha jana laga.. pehla yeh hoota tha ka MQM kuch karti thi aur MQM yeh kehti ka yeh agencies na kia hai to loog aitabaar kar laita magar abb media bhut powerfull hai.. Musharraf aik dobti hui kisti hai aur MQM abhi tak iss mai sawar hai. agar kal mush chala jata hai too poora pakistan mai koi siasaasi mazhabi jamaat inn ko support karna wali nahi hoogi kyunka inhoon na sab ko apna dushman bana lia hai, media inn sa khaif hai, aur sab sa bari baat awam. aap yeh bhi janta hoonga ka street crimes mai kon kon shamil hai aur jab steet crimes ka khatma ki baat aya gi to masla khara hoojaya ga aur rehman malik na kaha hai ka woo street crimes kissi soorat bardasht nahi karain ga. abb situation thori kharab hoogi kyunka police agar street crimes karna waloon per haat dala gi to woo kissi ka karkun nikala ga aur masla paida/

karachi mai Allah kara ka koi operation na ho magar agar situation paida hoogi to koi government nahi chaha gi ka uss ka financial hub mai badamni hoo.. pichla 45 days mai karachi mai 100 sa zaida loog mara ja chuka hai jinn mai ppp, suni tehreek aur haqiqi ka loog shamil hai aur sab apna ilzaam mutahida per laga raha hai, 9 april ka waqia to media na bari wazahat ka saath logoon tak poohcha dia.. iss lia FIR MQM apna khilaaf likhwa chuki hai. magar abhi bhi chance hai ka rawish tabdeel ki jaye.
from_da_lost_dimension
thanks again for another informative post. waise maine aap ko nahin kaha tha keh yeh aapki hero hain ,maine poocha tha ke PP kion unkoo apna hero manti hai ?aab agar aap pp ki supporter hain to idk
saima56
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Apr 15 2008, 11:59 PM) [snapback]2819323[/snapback]
thanks again for another informative post. waise maine aap ko nahin kaha tha keh yeh aapki hero hain ,maine poocha tha ke PP kion unkoo apna hero manti hai ?aab agar aap pp ki supporter hain to idk

Mujhe nahi lagta ka ppp un ko hero shamjhti hai, koi bhi hukumat aati hai to wo apna bharosha ka police officers appoint karti hai, aur yeh sho level tak hoota hai, mqm apna laye thi jab ppp aye to uss na apna banda key positions per la aye.. they turst him. hamera mulk mai aisa hi hoota hai ka government banti hai bara paimana per ukhar pichar hooti hai.. aap punjab aur lahore mai dekhain ka kitne banda jo key posts per tha woo change kar dia.. mere khayal sa ppp na soocha sadal shab karachi ka aman ko barqarar rekhta hua ppp ki policies ko zaida acha tariqa sa implement kar sakta hain. mere khayal sa bhi sadal qabil to haiin he is Phd. aur karachi ka tajurba bhi hai aur government mulazim hai jo government kahye gi woo karain ga.
Rehbar
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Apr 15 2008, 03:17 AM) [snapback]2818008[/snapback]
apna asli rang dikhane main zara jaldi naihn ki naa aapne ? sir ji Qaum sirf pakistan hi, URDU speaking sirf "loog" hain . magar aap kahan shamjhoo gey , hamesh a se suteloon ka sullook kya hai , aur aaj bhi karoo gay , tabhi to altaf husan jaisee loogon ko wajah miltee hia , power milta hia loogon ke feelings ko exploit kerne ka !
waise for you inf. SAIMA ji bhi urdu speakinghi hian.. aab hcallo apna yeh racist zeha rkahin aur jaa ker phelaoo !

pichlay 10 saal se ziyada arsay se main hulchul.com aur hulchul.net per likh raha hoon.....

Punjabi sudhar gaya mulk sudhar gaya!
from_da_lost_dimension
QUOTE(saima56 @ Apr 16 2008, 04:10 PM) [snapback]2820232[/snapback]
Mujhe nahi lagta ka ppp un ko hero shamjhti hai, koi bhi hukumat aati hai to wo apna bharosha ka police officers appoint karti hai, aur yeh sho level tak hoota hai, mqm apna laye thi jab ppp aye to uss na apna banda key positions per la aye.. they turst him. hamera mulk mai aisa hi hoota hai ka government banti hai bara paimana per ukhar pichar hooti hai.. aap punjab aur lahore mai dekhain ka kitne banda jo key posts per tha woo change kar dia.. mere khayal sa ppp na soocha sadal shab karachi ka aman ko barqarar rekhta hua ppp ki policies ko zaida acha tariqa sa implement kar sakta hain. mere khayal sa bhi sadal qabil to haiin he is Phd. aur karachi ka tajurba bhi hai aur government mulazim hai jo government kahye gi woo karain ga.

lakin agar app khi mein rehteiin h ina to shai daap ko bhi maloom hi hooga keh sundal shahad ka kitna bara haath tha 90's ke khi mein ,aam loog dehshat zada rehttey they , sarkon per roozana khoon behta tha, sandal shahab kahin khi ko 90 ke khi mein na le jayein !!!chahyee MQM kitni hi ghalat kion na h oo . kam az kam khi mein amn o aman to hai aam admi ke lye , jo apni rooz marra ki zindagi jeena chahtaa hia , uski jaan to safe hai , khi un loogoon ke liye khatarnak hai jo tasaddum ki siyassat chahtein ahin , main khi mein raha hoon 90's mein an di'd never want it to be like that ever again ...... 90's ke khi nahin mujh se aur pata nahin kitnee khi kke bachon se unka bachpan aur masoomiyaat cheen li, jin bachon ko cricket ke bat aur khiloonoon se kheel ker bara hooona chayee tha, whon tt ki awaz aur gahroon mein qaid hoo ker baree hooyee, jin bachoon ko scouting ki traning milnee chhayee they , unkoo unke parenst batatee they ke agar kahin firing hoo to kaisee zameen per letna hai apni zindagi bachanee ke lye, in halat main kiya qoom bani ho gi ?
saima56
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Apr 16 2008, 11:13 PM) [snapback]2820626[/snapback]

karachi 1988 sa khatarnak tha, we were supporting mqm because of the issues. magar unhon na kiss issue ko aga put up kia , balka tanzeem ka paas takat aye to woo aik mafia ka roope mai agaye.. karachi aaj bhi khatarnaak hai , mujhe nahi lagta ka safe hai, mere apna ghar mai mere bhaioon aur walid shab sa mobile cheena ka waqiat hoocuka hai aur mujhe aisa shaks nahi milta jiss sa koi dakati ki wardaat nahi hui hoo. hamera ilaqa mqm kar garh hai, aur jitne waqiyaat hoota hai uss mai 90% unn ka loog shamil hoota hain. aap yeh sab janta hoonga, bhatha ka waqiaat bhi waisa hi hai, khallain waisa hi cheein jati hain, aisa bhut sa loog bhi mai janti hoon jo nishana bana pichla saloon mai, 1992 operation mai to loog mara magar uss mai fauj bhi maar rahi thi, aur apas mai bhi joo waqiaat hoo raha tha ka kissi per shak hua haqiqi ka hai woo gaya, kissi per shak hua mqm ka hai to haqiqi waloo na ura dia, jiss na tanzeem chori woo gaya, aaj bhi yehi hai. agar aap mujhe sa poochain ka mujhe kon sa karachi chaye to mai kahoon ki mqm sa pehla ka, hum loog saista zaban, adab o adaab , aap janab aur tehzeeb-e-tamadun ka dawa daar tha magar aaj hum bhai giri, tu tarak aur aslaaa ki alamaat shamjha jata hain.. haan pehla bhi zayatiaan zaroor thi magar aaj bhi wohi zatiayan hain muhajiroon ka saath farq yeh hai aur aik alamaya hai ka har urdu speaking ko mqm ka worker shamjha jata hai.

kya karachi operation ka zimadar sirf shoaib sadal tha? nahi iss mai aur haat bhi tha , Fauj aur agencies us mai shamil thin , karachi mai tamam killing ka ilzam aik waqt tak afwaj-e-pakistan per hi lagta tha.. aaj wohi loog fauj aur dictaitor ka dast-e-bazo hain jo kal tak ilzam lagata tha, yehi ppp thi, mqm aaj inn sa ittehad ka lia bechain hai magar wohi lift nahi karwa raha.. poora mqm ka doora hukumat mai shaoib sadal ig balochistan raha mqm na koi muqadma put nahi kia kyunn? agar yeh shakhs itna hi zalim tha to jab aap hukumat mai tha too unn ko qanoon ka daira mai lana chaye tha magar kyunn nahi laya gaya? kyunka sab janta hai police wala to just muhra hai asal ishra kissi aur ka hoota hai..
Gambler1
Inka bHi bura haal Makafat=e=amal say koe nahi bachayga InshahAllah Benazir ki tarha sab zalim jayngay ..
from_da_lost_dimension
yeh issi type ka fascist rawayyya hai jiske khilaf saree musalmann Us ko dhutkartee hian .MQM aik democratically elected party hai , loogoon ne unehin vote de ker choose kya hia , woh jaisee bhi hian khi ke aam loogoon ki choice hian,AAb govt ko aam loogoon ki choice ka ihtiramkerna chahoyee aur MQM ke saath tasadum ki siyasat ke bajayee cooperation ki siyasat apnanee chhhiyee .Aik taraff aap kehtein hian ke democracy hoo , aur awam ka raj ho , aur doosreey taraf aap awam ke khwaishat/mandate ka koi ihtiraam bhi nahin kerte, matlab jab democracy ke result aapke favor mein hoo to saab ach awarna aap nahin maantee!Its liek you wanna have your cake and eat it too.main maanta hoon ke MQM se altaf husain aur uskee jaisee terrorist mafia jaisee loogoon ko khatam hoona chahiyee , But i still support MQM as a political party as well as the ideology for which it was created !
saima56
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Apr 17 2008, 08:46 PM) [snapback]2822439[/snapback]
Ab govt ko aam loogoon ki choice ka ihtiramkerna chahoyee aur MQM ke saath tasadum ki siyasat ke bajayee cooperation ki siyasat apnanee chhhiyee .

zardari shab na to shuru mai mufhamati rawaya ikhtayaar kiya tha, unn ko mendat bhi tasleem kia jata hai, masla yeh hai ka tasadum kahan sa shuru hoota hai.. agar yeh kaha jaye ka mqm ki taraf sa istaal angazi ko bardast kiya jaye to yeh to sarasar ghalat hai, aap kab tak haqaiq per parda dalta raha ga.. zardari shab nine zero per gaya unhoon na Altaf hussain ka ristadaroon jo mazi mai ppp ki government mai mara gaya tha unn ki qabar per fathia perhi, phir kaha ka hum na aap ko maaf kia(for 12 may and other killing), aap hamin maaf karain.. magar iss mafhamti rawaya ka jawab 9 april ki form mai agaya. aap hi batain kiss tariqa sa mafahamat kia jaye? kya logoon ka qatal-e-aam per khamoosh raha jaye? koi tariqa ..
from_da_lost_dimension
QUOTE(saima56 @ Apr 17 2008, 10:47 PM) [snapback]2822494[/snapback]
zardari shab na to shuru mai mufhamati rawaya ikhtayaar kiya tha, unn ko mendat bhi tasleem kia jata hai, masla yeh hai ka tasadum kahan sa shuru hoota hai.. agar yeh kaha jaye ka mqm ki taraf sa istaal angazi ko bardast kiya jaye to yeh to sarasar ghalat hai, aap kab tak haqaiq per parda dalta raha ga.. zardari shab nine zero per gaya unhoon na Altaf hussain ka ristadaroon jo mazi mai ppp ki government mai mara gaya tha unn ki qabar per fathia perhi, phir kaha ka hum na aap ko maaf kia(for 12 may and other killing), aap hamin maaf karain.. magar iss mafhamti rawaya ka jawab 9 april ki form mai agaya. aap hi batain kiss tariqa sa mafahamat kia jaye? kya logoon ka qatal-e-aam per khamoosh raha jaye? koi tariqa ..

jo pp abhi tak kar rahi hia sahi ker rahi hia ,zardari mqm ke saath carrots and sticks ki policy chal rah hia , aik taraf mqm ko govt mein shamal ker ke carrots dikha rah hia , aur doosri taraf ig sindh laa ker uskee dikha raah hai keh danda bhi hia mere haath mein ! the choice is your!i would like this to continue for trh betterment of karachi .warana aapko bhi pata hai keh agar mqm govt mein an hoo to phir khi ki galiyaan kaisee khoon se naha jaatien hain .PP agar chhayee to govt khud bh bana saktee hia magar woh paksitan ke financial hub ko stable dekhna chahtee hai , aur ysh aik acho policy hia , aur issi wajah se pp mqm ko govt mein shamil kerna chahtee hia !
saima56
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Apr 18 2008, 02:38 AM) [snapback]2822801[/snapback]
jo pp abhi tak kar rahi hia sahi ker rahi hia ,zardari mqm ke saath carrots and sticks ki policy chal rah hia , aik taraf mqm ko govt mein shamal ker ke carrots dikha rah hia , aur doosri taraf ig sindh laa ker uskee dikha raah hai keh danda bhi hia mere haath mein ! the choice is your!i would like this to continue for trh betterment of karachi .warana aapko bhi pata hai keh agar mqm govt mein an hoo to phir khi ki galiyaan kaisee khoon se naha jaatien hain .PP agar chhayee to govt khud bh bana saktee hia magar woh paksitan ke financial hub ko stable dekhna chahtee hai , aur ysh aik acho policy hia , aur issi wajah se pp mqm ko govt mein shamil kerna chahtee hia !

smile.gif i agree. i like the style of politics by zardari after benazir. bari hi ahtiyaat aur chalaki sa siyasaat ki hai kuch arsa sa iss na..
Shahid Sarfrosh
A lot of information and good discussion, There is a lot which i never knew, Thanks all
*RAJA*
QUOTE(Gambler1 @ Apr 17 2008, 10:23 PM) [snapback]2821111[/snapback]
Inka bHi bura haal Makafat=e=amal say koe nahi bachayga InshahAllah Benazir ki tarha sab zalim jayngay ..

INSHALLAH
*RAJA*
QUOTE(saima56 @ Apr 19 2008, 04:41 PM) [snapback]2824767[/snapback]
smile.gif i agree. i like the style of politics by zardari after benazir. bari hi ahtiyaat aur chalaki sa siyasaat ki hai kuch arsa sa iss na..

ISS MAIN KOI SHAK NEHI ZAR DA RI BANDA BAN GHIAY HAI MAGHER ZARDARI KO BHI ZAR CHIYEH AIK Z TU WU GHUNWA BETHA ZAMEEN OSS KAY LIYEH KAFI HAI (DUBAI UK ETC) AAB AIK Z OR BAQI HAI OSS KAY LIYEH (ZILALAAT)
OR itnay Z ghunwanay kay baad bhi aik Z baqi rehta hai zero (O)............. icon_peace.gif icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(saima56 @ Apr 18 2008, 10:41 PM) [snapback]2824767[/snapback]
smile.gif i agree. i like the style of politics by zardari after benazir. bari hi ahtiyaat aur chalaki sa siyasaat ki hai kuch arsa sa iss na..

breakface1.gif breakface1.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.