asalm o alikum
1)yeh aapna aapna islam hai ya
2)ya pakistan main pardey ki iqsaam
3)ya aap koch kehna chain ghain
yeh 3 batin main nay likhaiun thain
+pic bhi lighai thi or pic pori kitaab hoti hai
koch bhai behnoun nay.... iss pic par itraz kiya jin ka wu haq rakhteh thay
cahnd aik nay asal baat ko samj liya...
yeh pic merh pass aaj say nehi thi...
kafi dinoun say thi khabrain akhbar daily net par read karta houn odher say mili or achi laghi
eysa samjain 4 sobyeh aik sath akhteh
but main any iss pic ko aapni nzaer say dekha or topic ligh diya aapna apana islam( ju ghalban kafi loghoun ko bora lagha)
hum sub dekh saktay hain pakistan main larkiyan iss qisam ka parda karti hain... ju sub aik pic main aghiya tha
pic lenay walyeh nay tu barish ki waja say li( oun dinoun bohat barshain hoi thain)
par mujyeh koch or mil ghiya..............
1) mujyeh pic lighani chiyeh ya nehi
tu arz karta chaloun logh Hc par mujyeh bohat achi tara janteh hain kas kar female lihaza bitanyeh ki zaroraat nehi
agher yeh pic mujyeh google imge main milti tu main nehi lighta sedhi si baat thi .....
par jab yeh pic LHR kay aik baray news paper main laghi tu mujyeh iss pic ko Hc par lighanyeh main koi kabahaat nazer nehi aai(sochta tha keh logh yeh siwal zaroor karin ghain ijazaat wala)
khair iss par lambhi behas ho sakti hai....................... lekain yeh sach hai... or yehi munasib hai... keh yeh pic mujyeh nehi lighani chiyeh thi (ya kam az kam face ko chupa deta)
like this...................

yeh
aik munasib andaz tha ...
or ehtiyaat achi cheeaz hoti hai........
dekhain na agher aik larki burka pehan kar niklyeh ghi tu tu ju marzi pic leta phireh
or agher nehi tu eysye hadisaat bhi ho sakteh hain
balkeh koch logh tu jan boj kar akhbaraat main pic laghwateh hain... or kosh hoteh hain...(khair yeh lagh behas hai)
rehi baat ijazaat ki tu ijazaat aik ko milti hai baqi fwd mail kaam pora kar deti hai
koi kehta hai parda rakho islam yeh kehta hai........... islam yeh bhi tu kehta hai parda karo parda rakho.....
koch loghoun ka kiyal hai.................. yeh pic bachiyoun kay liyeh nuqsan dey ho sakti hai iss baat kay sath main ikhtilaf karoun gha
wu iss waja say keh agher yeh pic google imge ya hack etc zarayeh say yeh pic hasil ki jati... tu kaha jasakta hai...
+
pic bohat wazay hai road par hai koi bhi lay sakta hai pic aklyeh aik larki ki nehi 4 larkiyoun ki hai school college say chuti kay baad ya pehlyeh etc .........
+
LHR ki aik bari akhbar main chapi hai
or zahir hai wu akhbar school college main bhi jata ho gha......+ kisi bachi kay gher main bhi parha jata ho gha
or sub larkiyoun ko pata chal ghiya ho gha keh oun ki pic aayhi hai......+
koi bhi bita sakta hai..............keh aap ki pic hum nay akhbar main dekhi thi etc
or aik bhai ko topic par itraz tha ... or wu samj rehya thay keh agher topic yeh hota keh parday ka ehtimaam aapnyeh aapnyeh andaz say
(ju mujyeh munasaib bhi lagha)
khair thaks 4 aLL
4 reply
pata nehi mujyeh yeh kiyoun lagh raha hai... keh topic eysa nehi rakhna chiyeh tha