QUOTE(angeleye @ Apr 15 2008, 04:05 PM)

sir aghair ma yahan sa nahi gaya to kohi or chala jaya gaa
is leya aap mugh ko delete kar dain
QUOTE(angeleye @ Apr 15 2008, 04:09 PM)

mis ma yahan kisi ki waja sa thaa ab wo nahi chahat ka ma yahan rahon
To ham un ko bhi Mana lain gay

Bhui jo bhi hain, Koi chor kar na jaye

, Warna ham akelay yahan kiya karain gay