QUOTE(~Saraj~ @ May 19 2008, 04:26 PM) [snapback]2878636[/snapback]
Abduallah Bhai per depend kerta hey unke liey lahore GTG meyn shareek hona zyada easy hoga....
QUOTE(tihami @ May 20 2008, 03:38 PM) [snapback]2880181[/snapback]
bhai ji koi date final hoe Lahore g2g ki yah nahen??
QUOTE(M Kashif Nisar @ May 21 2008, 08:08 AM) [snapback]2881093[/snapback]
woh to Abdullah bhai aa kar final karein gey

Main Hazir hoon Janab

Rafay sahi keh rahay hain, main 27June to 17 July Lahore main honga, Mera to in dino har day Sunday hoga, lakin baqi sathiyoon kay liye GTG saturday-sunday ko hi mozoon rahay gi is liye, 3 sundays hain
29 june - 6 July main say koi rakh lain
waisay 6 July ko Eik Naraaz e Insaniyat

angry Old Man- ka Waleema bhi hay
13 July kiyon kay mera last sunday hoga, to shayed main available na hoon
Isb main bhi agr isi period main kuch set ho jata hay to Poooori koshish karoon ga, wahan aanay ki